logo

ek dard sabhi ko MP3 Song

ek dard sabhi ko MP3 song cover

About ek dard sabhi ko MP3 Song

ek dard sabhi ko is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ek dard sabhi koCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ek Dard Sabhi Ko Category / Artist: Altaaf Raja ↧ Save As

Ek Dard Sabhi Ko Song Lyrics

Song Title = Ek Dard Sabhi Ko
Movie/album = Best OfAltaf Raja 2009
Category / Artist = Altaaf Raja
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Ik Dard Sabhi Ko Hota Hai
Song Lyrics Movie or Album: Best Of Altaf Raja (2009)
Singer(s): Altaf Raja

Lyrics

jisane chot na khaayi ho -2 woh chehara kya pehchaanega
dil ka dard toh yaaron koyi dilwaala hi jaanega

(ik dard sabhi ko hota hai, ik marj sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro) - (2)
tere saath yeh aasmaan rota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro

kaun kehata hai sabako ghum nahi hai
haan yeh kahon ke sabki aankhein nam nahi hai
bhari mehfil mein dil hasata hai, tanhaayi mein rota hai - (2)
kisiko yaad karana bhi bada dushwaar hota hai
kaun kehata hai sabko ghum nahi hai
haan yeh kaho ki sabki aanhein nam nahi hai
tanhaayi mein chupake se ro lete hain
ghum ka jehar pi pike ji lete hai
dil na ro o o o dil na ro
yahin hashrr sabhi ka hota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro

dushwaariyaan sabhi ki jindagi mein hai aa aa aa....
dushwaariyaan sabhi ki jindagi mein hai
majburiyan sabhi ki jindagi mein hai
tadpaata rahein jo saari umar woh ik waakiya sabhi ki jindagi mein hai
dil na ro ai dil na ro
yahim kehar sabhi pe hota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ho o o o dil na ro

jike ghabara gaya koyi ghabraake ke ji gaya
aur koyi hasate hasate jakhmon ko si gaya
musibat ki ghadi mein kaun kisaka saath deta hai - (2)
andhere mein toh saaya bhi juda insaan se rehata hai
jike ghabara gaya koyi ghabraake ke ji gaya
aur koyi hasate hasate jakhmon ko si gaya
kisi ne jeher samajhke aansu baha diye
aur koyi main samajhake ashkon ko pi gaya
dil na ro ho o o o dil na ro
yahaan jikrr usika hota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ho ai dil na ro
tere saath yeh aasmaan rota hai, ik dard sabhi ko hota hai
dil na ro ai dil na ro ai dil na ro, dil na ro.....

Ek Dard Sabhi Ko Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ek dard sabhi ko MP3 songs, ek dard sabhi ko lyrics, related albums and music archive results.