logo

ek daur naya duniya MP3 Song

ek daur naya duniya MP3 song cover

About ek daur naya duniya MP3 Song

This archive page brings together results connected with ek daur naya duniya, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ek daur naya duniyaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ek Daur Naya Duniya Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Ek Daur Naya Duniya Song Lyrics

Song Title = Ek Daur Naya Duniya
Movie/album = Deep Jalta Rahe 1959
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Ek Daur Naya Duniya Me Shuru Hua
Song Lyrics Movie = Deep Jalta Rahe (1959)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director = Datta Dharmadhikari
Music Label = Saregama
Starring = Abhi Bhattacharya, Manju, Ranjana, Nitin Kumar,
Badri Prasad, V Panchotia

mp3 songs

Ek daur naya duniya me shuru
Bacho ke kadam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga
Ek daur naya duniya me shuru
Bacho ke kadam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga

Ye ram aur shri krishan ki dharti
Dharti budh mahan ki
Dharti budh mahan ki
Jug jug se is mitti
Ne agwahi ki insan ki
Agwahi ki insan ki
Ye desh hai arjun bhim ka
Tandav partap se vir ka

Kuch kar ke dikhayenge
Kuch kar ke dikhayenge
Hum kuch apne bhi dam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga

Yaha tulsi sur kabir aur meera
Amar tarane ga gaye
Amar tarane ga gaye
Kalidas aur kavi vidhya
Kati amrit ras barsa gaye
Amrit ras barsa gaye
Ye janam bhumi tegor ki
Sab kaviyo me sirf mor ki

Kuch kar ke dikhayenge
Kuch kar ke dikhayenge
Hum kuch apne bhi dam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga

Yaha lala lazpatraye ne
Uthkar dushman ki lalkara tha
Uthkar dushman ki lalkara tha
Mard maratha yahi par
Sing saman dahada tha
Sing saman dahada tha
Aaye subhas aaye gandhi
Chale prem ki ek aandhi

Kuch kar ke dikhayenge
Kuch kar ke dikhayenge
Hum kuch apne bhi dam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga
Ek daur naya duniya me shuru
Bacho ke kadam se hoga
Badnam ho jisse desh apna
Wo kam na humse hoga.....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Ek Daur Naya Duniya Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ek daur naya duniya MP3 songs, ek daur naya duniya lyrics, related albums and music archive results.