logo

ek raja ki sunlo kahani MP3 Song

ek raja ki sunlo kahani MP3 song cover

About ek raja ki sunlo kahani MP3 Song

ek raja ki sunlo kahani is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ek raja ki sunlo kahaniCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ek Raja Ki Sunlo Kahani Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Ek Raja Ki Sunlo Kahani Song Lyrics

Song Title = Ek Raja Ki Sunlo Kahani
Movie/album = Mehrban 1967
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Ek Raja Ki Sunlo Kahani
Song Lyrics Movie : Mehrban (1967)
Singers : Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists : Rajendra Krishan
Music Composer : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director : A. Bhimsingh
Music Label : Saregama
Starring : Bharathi, Ramesh Deo, Sunil Dutt, Jankidas, Jayanthi, Padma Khanna, Raj Kishore

mp3 songs

Ek raja ki sun lo kahani
    Ek raja ki sun lo kahani
    Kahi hathi na ghode na sena koi
    Na kahi thi koi rajdhani
    Ek raja ki sun lo kahani
    Ek raja ki sun lo kahani

    Teen bete the aankho ke tare
    Bade pyare pyare dilo ke sahare
    Wo the raja ke anmol moti
    Nigaho ke jyoti the maa ke dulare
    Palko ki chhav mein
    Ghujara tha bachpan
    Masti mein gujari jawani
    Ek raja ki sun lo kahani
    Ek raja ki sun lo kahani

    Ek aisa agar din bhi aaya
    Jisne raja ko nirdhan banaya
    Ho gaye khali sare khazane
    Haye kaisa yeh andher chhaya
    Ujad gaya do roz mein
    Basa basaya raj
    Kal tak jaha bahar thi
    Dhul ude hai aaj
    Wo jo bete the aankho ke tare
    Raja rani ke dil sahare
    Kaam aise mein
    Wo bhi na aaye
    Chhupte firte the a
    Ankhe chhupaye
    Aaram ke sathi kya kya the
    Jab waqt padha to koi nahi
    Dhan dhaulat ke
    Sab rishte hai
    Dhan ruth gaya to koi nahi
    Kaun girte ko deta sahara
    Wo raja bechara thaka
    Aur hara
    Sochta tha kaha hai wo moti
    Wo aankho ki jyoti bane
    Jo sahara
    Raja to chup chap pita
    Tha aanshu
    Chup chup ke roti thi rani
    Ek raja ki sun lo kahani
    Ek raja ki sun lo kahani

    Ho gaya apna khun paraya
    Ho gaya apna khun paraya
    Kaam magar ek chakar aaya
    Ek bhola insaan waha tha
    Bachpan se mehman waha tha
    Usne tukde khaye
    Sada usi ke panv dhabaya
    Un bedardo ki mehfil mein
    Ek wahi hamdard bacha tha
    Lekin malik ko kya deta
    Bechare ke paas hi kya tha
    Bechare ke paas hi kya tha

    Apne malik me kadmo
    Mein ro ro ke
    Khush hota charan uske
    Dho dho ke
    Apna tan man nayochhavar
    Wo karta raha
    Ek ishare pe malik ke
    Marta raha
    Hai kahani baat magar
    Pal hi ki hai
    Na samjhna ise tum purani
    Ek raja ki sun lo kahani
    Ek raja ki sun lo kahani
    Kahi hathi na ghode na sena koi
    Na kahi thi koi rajdhani
    Ek raja ki sun lo kahani
    Ek raja ki sun lo kahani.
Posted by : {Anju}

Ek Raja Ki Sunlo Kahani Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ek raja ki sunlo kahani MP3 songs, ek raja ki sunlo kahani lyrics, related albums and music archive results.