gayi kaam se gayi MP3 Song
About gayi kaam se gayi MP3 Song
This archive page brings together results connected with gayi kaam se gayi, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ gayi kaam se gayiCategory / Artist: Latest | ↧ Visit us | |
| ◉ Gayi kaam se gayi Category / Artist: Kishor Kumar | ↧ Save As |
Gayi kaam se gayi Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Anjane mein (1978)
Singer(s): Kishore Kumar
Music Director(s): Kalyanji-Anandji
mp3 songs
lyric
dekh banno koyi jaata hai naam se, koi jaata hai daam se
koi jaata hai jaan se, magar yeh ladaki gayi kaam se
gayi kaam se gayi yeh ladaki -2 ho gayi hai deewaani
chhoti umar mein, are baali umar mein
pyaar ki baate karti hai manmaani
kaun ise samjhaaye -2 abb yeh thik nahi naadaani
ey ey ey gayi kaam se
gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani
umar athaara ki ho phir shaadi ka karo iraada - (2)
isase pehale kabhi kisi se karo na pyaar ka waada
waada kabhi na karana, khoj le madam varana
pyaar ka yeh jurmaana padega tujhako bharana
are (dhar legi sarkaar -2) agar yeh baat na tune maani
are are are ai gayi kaam se
gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani
chhoti umar mein pyaar ki baate, karti hai manmaani
juldi karegi shaadi toh phir juldi honge bachche - (2)
aaj ki duniya mein toh do bachche hai bas achchhe
buri hai juldi shaadi, rok badhati aabaadi
tees hoke warana tu ban jaayegi daadi
are beta banno juldi juldi shaadi mat karana
sabar se le tu kaam -2, abhi toh nikhari nahi jawaani
are are are are gayi kaam se
gayi kaam se gayi yeh ladaki ho gayi hai deewaani
chhoti umar mein pyaar ki baate, karti hai manmaani
Gayi kaam se gayi Video Song
Browse this topic: gayi kaam se gayi MP3 songs, gayi kaam se gayi lyrics, related albums and music archive results.


