had se zyada MP3 Song
About had se zyada MP3 Song
This archive page brings together results connected with had se zyada, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ had se zyadaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Had se zyada Category / Artist: Alka Yagnik | ↧ Save As |
Had se zyada Song Lyrics
Movie/Album Name: CHEHRAA
Singer(s) : ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU
Lyrics --MALE--
Had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Oh, had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad - 2
--FEMALE--
Had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Oh, had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad - 2
--MALE--
Jab bhi aaye koi aahat, kyoon lage tum aa gaye
Kya bataaoon kaise tum yaadon pe meri chhaa gaye
--FEMALE--
Oh, main dilaasa deke apne pyaar ko samjhaati hoon
Tum chale jaaoge aisa sochke ghabaraati hoon
--MALE--
Had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
--FEMALE--
Ho, had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
--MALE--
Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad
--FEMALE--
Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad
Jaagti hoon leke karvat ab to saari raat main
Sochti hoon har ghadi bas ab to teri baat main
--MALE--
Is hawa pe apne dil ka haal likhke bhejta hoon
Kis tarah bechain hoke tera rasta dekhta hoon
--FEMALE--
Haan, had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad
Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad - 2
--MALE--
Had se zyaada aati hai mujhko meri jaan teri yaad - 2
Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad - 2
Had se zyada Video Song
Related Albums
Browse this topic: had se zyada MP3 songs, had se zyada lyrics, related albums and music archive results.


