logo

hai mubarak aaj ka din MP3 Song

hai mubarak aaj ka din MP3 song cover

About hai mubarak aaj ka din MP3 Song

This archive page brings together results connected with hai mubarak aaj ka din, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ hai mubarak aaj ka dinCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Hai mubarak aaj ka din Category / Artist: Hariharan ↧ Save As

Hai mubarak aaj ka din Song Lyrics

Song Title = Hai mubarak aaj ka din
Movie/album = Boxer 1984
Category / Artist = Hariharan
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Hai Mubarak Aaj Ka Din
Song Lyrics Movie or Album: Boxer (1984)
Singer(s): Hariharan, Kavita Krishnamurty
Music Director(s): R D Burman
Lyricist(s): Gulshan Bawra

Lyrics

(hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani) - (2)

(aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro
main hoon aasama pe mujhe niche utaaro) - (2)
mujhape sada hasati raho yuun hi bahaaro
milake mere saath naacho aap ki hai meherbaani
shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

(dekho meri aankhon main hai dore gulaabi
main toh nahi pita huwa phir bhi sharaabi) - (2)
yeh hai tere pyaar ka nasha chanda si bhaabhi
bhaiya raaja ghar mein leke aa gaya pariyon ki raani
shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

(aangan mein yuun barase sada khushiyo ki jhadi
baandhe tere sehare mein aasha ki ladi) - (2)
meri khushnaseebi hai jo dekhe yeh ghadi
hai naya andaaj chaahe reet hai wohi puraani
shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani
hai mubaarak aaj ka din raat aayi hai suhaani
shaadmaani o shaadmaani, shaadmaani o shaadmaani

Hai mubarak aaj ka din Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: hai mubarak aaj ka din MP3 songs, hai mubarak aaj ka din lyrics, related albums and music archive results.