logo

hai thandi kishore MP3 Song

hai thandi kishore MP3 song cover

About hai thandi kishore MP3 Song

Looking for hai thandi kishore? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ hai thandi kishoreCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Hai thandi kishore Category / Artist: Kishor Kumar ↧ Save As

Hai thandi kishore Song Lyrics

Song Title = Hai thandi kishore
Movie/album = Prem Nagar 1974
Category / Artist = Kishor Kumar
Mp3 Song Lyrics
Title : Hey Thandi Hawaaon Ne
Movie/Album Name: PREM NAGAR
Singer(s) : KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics: (hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya
hey kaali ghataaon ne saajan ko natkhat bana diya) - 2
nagar nagar dagar dagar panghat bana diya
gori ka ghoonghat utha diya
hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya

barkha bahaar - 3 aayi barkha bahaar
jaane kis birhan ne likhi koi chitthi piya ke des re
aayi purwaai leke pardesi preetam ka sandes re
baadal ne - 3 rutt ko kajal laga diya
hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya

rimzim puhaar - 3 pade rimzim puhaar
teri nazar sabpe tujhe sabki khabar par yeh pata hai ke nahi
maine toh saawan se kaha chupkese woh tune suna hai ke nahi
saawan se - 3 pehle mann ne bata diya saajan ko natkhat bana diya
hey kaali ghataaon ne saajan ko natkhat bana diya

main baanwri - 3 hui main baanwri
ooi darr gayi bijli si tujhe chhu liya maine yeh badi bhool hui
ek hi din ek hi pal ek hi jhonke mein kali phool hui
shabnam ko - 3 tumne shola bana diya saajan ko natkhat bana diya
hey thandi hawaaon ne gori ka ghoonghat utha diya
hey kaali ghataaon ne saajan ko natkhat bana diya
(nagar nagar dagar dagar panghat bana diya
gori ka ghoonghat utha diya) - 2
saajan ko natkhat bana diya gori ka ghoonghat utha diya...

Hai thandi kishore Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: hai thandi kishore MP3 songs, hai thandi kishore lyrics, related albums and music archive results.