hawao ne ye kaha MP3 Song
About hawao ne ye kaha MP3 Song
Looking for hawao ne ye kaha? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ hawao ne ye kahaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Hawao Ne Ye Kaha Category / Artist: Udit Narayan | ↧ Save As |
Hawao Ne Ye Kaha Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Aap mujhe achche lagne lage 2002
Singer(s): Udit Narayan
Music Director(s): Rajesh Roshan
Lyricist(s): Dev Kohli, Ibrahim Ashq
Lyrics
nahi marna ganwara pyar me tumse ye kehna hai
tumhe bhi jinda rehna hai, mujhe bhi jinda rehna hai
kabhi aasan, kabhi mushkil, ajab hai pyaar ki rahe
magar jo pyar karte hain, kabhi bharte nahi aahe
hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha
aayi pyaar ki ye rut badi tufani, tu darna na oh meri rani
badlega ye mausam ari deewani, hum likhenge prem kahani
kabhi aasan, kabhi mushkil, ajab hai pyar ki rahe...
gardish me hi sahi ye sitare hamnashin
dhundegi kal hame ye bahare hamnashin
inteha pyar ki roj hoti nahi, pyarwale kabhi sabra khote nahi
mohabbat ho jati hai, mohabbat ki nahi jati
ye aisi chiz hai jo sabke hisse me nahi aati
hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha.......
woh mohabbat hi nahi jisme dil lut gaye
deke kurbaniya premi khud mit gaye
sochle janeman hamko milna hai abb
aage pichhe nahi sath chalna hai abb
mohabbat raz hai aisa, jo samjhaya nahi jata
ye aisa git hai jo har saz pe gaya nahi jata
hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha.....
Posted by : {Anamika Tyagi}
Hawao Ne Ye Kaha Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: hawao ne ye kaha MP3 songs, hawao ne ye kaha lyrics, related albums and music archive results.


