logo

ho dilber janiya MP3 Song

ho dilber janiya MP3 song cover

About ho dilber janiya MP3 Song

This archive page brings together results connected with ho dilber janiya, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ho dilber janiyaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ho Dilber Janiya Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Ho Dilber Janiya Song Lyrics

Song Title = Ho Dilber Janiya
Movie/album = Pyar Jhukta Nahin 1985
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Ho Dilber Janiya
Song Lyrics Movie = Pyar Jhukta Nahin (1985)
Singers = Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Composer =Laxmikant, Pyarelal
Director = Vijay Sadanah
Music Label = T-Series
Starring = Mithun Chakraborty, Padmini Kolhapure,
Danny Denzongpa, Bindu, Master Vicky
Release on = 11th January, 1985

mp3 songs

((Ho ho dilbar ho dilbar janiya
Ho dilbar ho dilbar janiya
Ruthne manane me na beete ye jawaniya
Ho dilbar ho dilbar janiya
Ruthne manane me na
Ruthne manane me na beete ye jawaniya
Ho ho ho dilbar

Yahi din to apne hasne gane ke din hai
Mohabbat ke wade nibhane ke din hai
Mohabbat ke wade nibhane ke din hai
Haye mai sad ke jau tere
Tod na balma dil ko mere
Chhod na adhuri saiya
Chhod na adhuri saiya
Pyar ki kahaniya
Ho dilbar ho dilbar janiya
Ho ho ho dilbar

Bina tere jike julmi kya mai karungi
Bina tere jike julmi kya mai karungi
Virah ki agni me jal ke marungi
Kaise katenge dil virahan ke
Raat dasegi nagan banke
Yaad hamko ayegi jab
Yaad hamko ayegi jab teri meharbaniya
Ho dilbar ho dilbar janiya
Ruthne manane me na beete ye jawaniya
Ho ho ho dilbar

Phir bhi agar tu na mana to
Ban ke raha jo begana to
Khatam hua ye afsana to
Kadmo me tere mar jaungi
Ho rasiya mar jaungi ho
Ho dilbar ho dilbar janiya
Ruthne manane me na
Ruthne manane me na beete ye jawaniya
Ho ho ho dilbar.))

Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}

Ho Dilber Janiya Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ho dilber janiya MP3 songs, ho dilber janiya lyrics, related albums and music archive results.