logo

hothon mein aisi baat MP3 Song

hothon mein aisi baat MP3 song cover

About hothon mein aisi baat MP3 Song

hothon mein aisi baat is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ hothon mein aisi baatCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Hothon Mein Aisi Baat Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Hothon Mein Aisi Baat Song Lyrics

Song Title = Hothon Mein Aisi Baat
Movie/album = Jewel Thief 1967
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Hothon Mein Aisi Baat
Song Lyrics Movie : Jewel Thief (1967)
Singer : Lata Mangeshkar & Bhupindr

mp3 songs

Lata:
Honthon mein aisi baat
(Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi) -2
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi

Ho shaloo
Raat kaali nagan si hui hai jawaan -2
Ho~, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Haan, hay daiyya kisko dasega yeh sama
Jo dekhoon peechhe mudke (hoy)
To pag mein payal tadpe (hoy)
Aage chaloon to dhadakti hai sari angnayi
Honthon mein haay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi

Bhupinder:
Ho shaloo
Lata:
Aise mera jwala sa tan lehraye -2
Ho~, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Haan, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye
Arrey ab jhumka toote (hoy)
Ke meri bindiya choote (hoy)
Ab to banke qayamat leti hoon angdayi
Honthon mein haay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi
Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay
Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi
Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi

Hothon Mein Aisi Baat Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: hothon mein aisi baat MP3 songs, hothon mein aisi baat lyrics, related albums and music archive results.