logo

hothon pe sachhai MP3 Song

hothon pe sachhai MP3 song cover

About hothon pe sachhai MP3 Song

hothon pe sachhai is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ hothon pe sachhaiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Hothon pe sachhai Category / Artist: Mukesh ↧ Save As

Hothon pe sachhai Song Lyrics

Song Title = Hothon pe sachhai
Movie/album = Jis desh me 1961
Category / Artist = Mukesh
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Hothon pe sachhai
Song Lyrics Movie = Jis desh me ganga behti hai 1961
Singer = Mukesh
Music Director = Shankar Jaikishan
Lyricist = Shailendra

Mp3 Song Lyrics

((hotho pe sachchai rahti hai jaha dil me safai

rahti hai
ham us desh ke vasi hai
ham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti

hai
hotho pe sachchai rahti hai jaha dil me safai

rahti hai
ham us desh ke vasi hai
ham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti

hai...

mehama jo hamara hota hai, vo jaan se pyara hota

hai
mehama jo hamara hota hai, vo jaan se pyara hota

hai
zyada ki nahi lalach hamko, thode me guzara hota

hai
thode me guzara hota hai
bachcho ke liye jo dharti ma sadiyo se sabhi kuch

sahti hai
ham us desh ke vasi hai
ham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahati

hai...

kuch log jo zyada jante hai, insan ko kam

pahchante hai
kuch log jo zyada jante hai, insan ko kam

pahchante hai
ye purab hai purabavale, har jaan ki kimat janate

hai
har jaan ki kimat janate hai
mil jul ke raho aur pyaar karo, ek chiz yahi jo

rahti hai
ham us desh ke vasi hai
ham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti

hai...

jo jisse mila sikha hamne, gairo ko bhi apnaya

hamne
jo jisse mila sikha hamne, gairo ko bhi apnaya

hamne
matlab ke liye andhe hokar roti ko nahi puja

hamne
roti ko nahi puja hamne
ab ham to kya sari dunia, sari dunia se kahti hai
ham us desh ke vasi hai
ham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti

hai...

hotho pe sachchai rahti hai jaha dil me safai

rahti hai...
ham us desh ke vasi hai
ham us desh ke vasi hai jis desh me ganga bahti

hai...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Hothon pe sachhai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: hothon pe sachhai MP3 songs, hothon pe sachhai lyrics, related albums and music archive results.