logo
Hue Hum Jinke Liye Barbaad MP3 SONG

Hue Hum Jinke Liye Barbaad MP3 Song

Listen to Hue Hum Jinke Liye Barbaad from Dawedaar 1951. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Hue Hum Jinke Liye Barbaad Category / Artist: XYZ Save As

Hue Hum Jinke Liye Barbaad Song Lyrics

Song Lyrics Title : Hue Hum Jinke Liye Barbaad
Song Lyrics Movie : Dawedaar (1951)

mp3 songs

(aseer-e-panjaa-e-ahad-e-shabaab kar ke mujhe
kahaan gaya mera bachapan, kharaab ka ke mujhe
haan...haan..haan....h...a..a...n)

huye  ham jhinke liye barbaad
woh hamko chaahe karen na yaad
jeevan bhar... jeevan bhar unki yaad mein
ham gaaye jaayenge, ham gaaye jaayenge

ek zamaana tha woh pal bhar ham se rahe naa door
ham se rahe naa door
ek zamaana hai ke huye hai milane se majboor
milane se majboor
rahe woh dil ka nagar aabaad
basi hai jis me kisi ki yaad
ham dil ko... ham dil ko, un ki yaad se
bahelaaye jaayenge, gaaye jaayenge

mein hun aisa deepak jis mein, naa baati naa tel, naa baati naa tel
bachapan beeta, bani muhobbat chaar dinon kaa khel
chaar dinon kaa khel
woh gham se laakh rahe aazaad
sune na dard bhari fariyaad
afsaana... afsaana unke pyaar kaa
ham gaaye jaayenge, gaaye jaayenge

huye ham jhin ke liye barbaad....

Hue Hum Jinke Liye Barbaad Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Hue Hum Jinke Liye Barbaad, Dawedaar 1951 songs, related XYZ music and MP3 tracks.