logo

hum ho gaye aap ke MP3 Song

hum ho gaye aap ke MP3 song cover

About hum ho gaye aap ke MP3 Song

This archive page brings together results connected with hum ho gaye aap ke, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ hum ho gaye aap keCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Hum Ho Gaye Aap Ke Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Hum Ho Gaye Aap Ke Song Lyrics

Song Title = Hum Ho Gaye Aap Ke
Movie/album = Hum Ho Gaye Aap Ke 2001
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics Title : Hum Ho Gaye Aap Ke
Song lyrics  Movie/Album Name: HUM HO GAYE AAP KE
Singer(s) : ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU 

Lyrics
--MALE--
Gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri adaa to aag lagaaye
Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri adaa to aag lagaaye

--FEMALE--
I love you dil yeh kehta hai
Dil mein tu hi rehta hai
Saanson mein tera pyaar behta hai

--MALE--
Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri adaa to aag lagaaye

(Dekho dekho dekho, dil yeh mera
Kaisi kaisi baatein karta hai) - 2
Dekh ke tujhko jeeta hai
Yeh chehre pe tere marta hai

--FEMALE--
Rehke tujhse door sanam main bhi aahein bharti hoon
Sirf tumhaari chaahat hai, par kehne se darrti hoon

--MALE--
Aisa kehke mujhko yaara tune kiya ghaayal
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri adaa to aag lagaaye

(Duniya mein laakhon husn waale
Koi nahin tere jaisa hai) - 2
Honge bade manju is jahaan mein
Koi nahin aashiq aisa hai

--FEMALE--
Dekh ke yeh deewanapan teri baatein maan gayi
Tu mera sacha aashiq hai, jaaneman pehchaan gayi

--MALE--
Pyaar mein tere jaane jaana main to hua paagal
Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri adaa to aag lagaaye

--FEMALE--
I love you dil yeh kehta hai
Dil mein tu hi rehta hai
Saanson mein tera pyaar behta hai

--MALE--
Hey, gori tera nakhra dil ko bhaaye
Teri adaa to aag lagaaye

Posted By:- {vikky}

Hum Ho Gaye Aap Ke Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: hum ho gaye aap ke MP3 songs, hum ho gaye aap ke lyrics, related albums and music archive results.