logo
Hum pehli baar MP3 SONG

Hum pehli baar MP3 Song

Listen to Hum pehli baar from Aur Kaun 1979. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Hum pehli baar Category / Artist: Kishor Kumar Save As

Hum pehli baar Song Lyrics

Song Title : Hmm pehli baar
Movie/Album Name: AUR KAUN
Singer(s) : KISHORE KUMAR

Lyrics:

Hmm pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Kisiko na pataa chala kya ho gaya
Aisi mili nazaren ke dil kho gaya

Kisiko na pataa chala kya ho gaya
Aisi mili nazaren ke dil kho gaya
Chupke se woh pehlu mein aa
Chupke se woh pehlu mein aa
Boli mujhe aa re aa

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Nasha aankhon me ab chaane laga hai
Maza jeene ka ab aane laga hai

Nasha aankhon me ab chaane laga hai
Maza jeene ka ab aane laga hai
Saath hai woh, paas hai woh
Saath hai woh, paas hai woh
Aaj nahin na re na

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Saanson mein saans jab mil jayegi
Kali sapnon ki khil jayegi

Saanson mein saans jab mil jayegi
Kali sapnon ki khil jayegi
Kal ka mujhe yaad nahin
Kal ka mujhe yaad nahin
Aaj ki baat wah re wah

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan

Haan pehli baar
Haan pehli baar
Ek ladki mera haath pakad kar boli
Haan re haan
Haan pehli baar

Hum pehli baar Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Hum pehli baar, Aur Kaun 1979 songs, related Kishor Kumar music and MP3 tracks.