logo
Hum Sey MP3 SONG

Hum Sey MP3 Song

Listen to Hum Sey from Hum Sey Hai Jahaan 2008. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Hum Sey Category / Artist: XYZ Save As

Hum Sey Song Lyrics

Song Lyrics Title = Hum Sey
Movie/album = Humsey Hai Jahaan (2008)
Singers = Suraj Jagan
Song Lyricists = Rakesh Kumar (Kumaar), Tajdar Amrohi
Music Director = Abuzar Rizvi, Siddhartth,
Suhash Kulkarni
Director = Mashhoor Amrohi

Mp3 Song Lyrics

((Koyi bhi hamasa nahi yahaan, jamin ho

chaahe ho woh aasmaan
Kisi ki parwaah hamein kahaan
Hamse hai yeh jahaan, hamse hai yeh jahaan
Kisi ke aage bhi hum naa jhuke, yeh toh

hai sabako pata
Tufaan bhi aaye toh hum na ruke, apani toh

aisi ada
Koyi bhi hamasa nahi yahaan, jamin ho

chaahe ho woh aasmaan
Kisi ki parwaah hamein kahaan
Hamse hai yeh jahaan, hamse hai yeh

jahaan...

Bhara hausalon se dil chhupa josh aankhon

mein
Hamein na gino sab mein hai hum ek laakhon

mein
Yeh jo jamaana hai apna deewaana hai
Isane bhi maana hai hum mein hai dum
Duniya ki raahon pe hum na chale, apna

juda raasta
Tufaan bhi aaye toh hum na ruke, apani toh

aisi ada
Koyi bhi hamasa nahi yahaan, jamin ho

chaahe ho woh aasmaan
Kisi ki parwaah hamein kahaan
Hamse hai yeh jahaan, hamse hai yeh

jahaan...

Yahaan jo bhi chaaha hai wahin hamane

paaya hai
Hai jo kaam mushkil toh woh karake

dikyaaya hai
Yahaan se wahaan tak, wahaan se yahaan tak
Haan dekho jahaan tak hai hum hi hum
Saare jahaan pe ai dosto chhaaya hai apna

nasha
Tufaan bhi aaye toh hum na ruke, apani toh

aisi ada...

Koyi bhi hamasa nahi yahaan, jamin ho

chaahe ho woh aasmaan
Kisi ki parwaah hamein kahaan
Hamse hai yeh jahaan, hamse hai yeh jahaan
Koyi bhi hamasa nahi yahaan, jamin ho

chaahe ho woh aasmaan
Kisi ki parwaah hamein kahaan
Hamse hai yeh jahaan, hamse hai yeh

jahaan...))

Posted by  : {Ritu Kesharwani}

Hum Sey Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Hum Sey, Hum Sey Hai Jahaan 2008 songs, related XYZ music and MP3 tracks.