logo

humko pyar hai MP3 Song

humko pyar hai MP3 song cover

About humko pyar hai MP3 Song

This archive page brings together results connected with humko pyar hai, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ humko pyar haiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Humko Pyar Hai Category / Artist: XYZ ↧ Save As

Humko Pyar Hai Song Lyrics

Song Title = Humko Pyar Hai
Movie/album = Moksha 2001
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Humko Pyar Hai
Song Lyrics Movie : Moksha (2001)

mp3 songs

Bhawren Jo Gun Gunaye
Jhoke Jo San Sanaye
Kyon Jism Thar Tharaye
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To Yeh Khumaar Hai
Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba
Bhawren Jo Gun Gunaye
Jhoke Jo San Sanaye
Kyon Jism Thar Tharaye
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To Yeh Khumaar Hai
Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba

Sone Ki Ab Zameen Hai Neelam Ka Aasmaan
Panchhi Suna Rahe Hai Surili Kahaniyaan
Sone Ki Ab Zameen Hai Neelam Ka Aasmaan
Panchhi Suna Rahe Hai Surili Kahaniyaan
Dali Pe Us Mein Jo Kali Koyi Dhul Gayi
Ek Ajnabee Si Khushboo Hai Saason Mein Gul Gayi
Saason Mein Gul Gayi
Mehki Huvi Fiza Hai Gaati Huvi Hawa Hai
Sab Kya Yeh Ho Raha Hai Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To Yeh Bahaar Hai
Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba

Phoolon Ki Chunri Odhe Huve Hai Yeh Vaadiyaan
Lagta Hai Jaise Aankhon Mein Hai Khwaabon Ka Hain Sama
Phoolon Ki Chunri Odhe Huve Hai Yeh Vaadiyaan
Lagta Hai Jaise Aankhon Mein Hai Khwaabon Ka Hain Sama
In Vaadiyon Mein Pyaar Ke Raahi Jo Aaye Hai
Pedon Ne Apne Reshmi Saayen Bichaaye Hai
Saayen Bichaaye Hai
Gunje Hai Raginisi Din Mein Hai Chandni Si
Kaisi Hai Shaanti Si
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To Yeh Nikhaar Hai
Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba
Bhawren Jo Gun Gunaye
Jhoke Jo San Sanaye
Kyon Jism Thar Tharaye
Koyi Bataaye Mujhko
Humko Pyaar Hai To Yeh Khumaar Hai
Humko Pyaar Hai Oh Mehbooba

Humko Pyar Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: humko pyar hai MP3 songs, humko pyar hai lyrics, related albums and music archive results.