logo

humne ghar choda hai MP3 Song

humne ghar choda hai MP3 song cover

About humne ghar choda hai MP3 Song

Looking for humne ghar choda hai? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ humne ghar choda haiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Humne Ghar Choda Hai Category / Artist: Sadhana Sargam ↧ Save As

Humne Ghar Choda Hai Song Lyrics

Song Title = Humne Ghar Choda Hai
Movie/album = Dil 1990
Category / Artist = Sadhana Sargam
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics: Humne Ghar Chhoda Hai
Song Lyrics Movie or Album: Dil (1990)
Singer(s): Udit Narayan, Sadhana Sargam

 Lyrics

--male--
(humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai) - 2
door Kahin Jaayenge
nayi Duniya Basaayenge

--female--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai
door Kahin Jaayenge
nayi Duniya Basaayenge

--both--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai

--male--
(tere Bina Jeena Pade
din Voh Kabhi Bhi Na Aaye) - 2

--female--
koi Bhi Aandhi Ho, Toofaan Koi
humko Judaa Kar Na Paaye

--male--
(bas Ek Baar Kiya Hai
maine Tujhe Pyaar Kiya Hai) - 2

--female--
hum Teri Baahon Mein
jannat Ko Bhoolaayenge

--male--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai

--female--
(chhat Pyaar Ki, Dil Ki Zameen
sapnon Ki Oonchi Deewaarein) - 2

--male--
kaliyaan Mohabbat Ki Khilne Lagi
aayi Milan Ki Bahaarein

--female--
(janmon Ki Pyaas Bujha De
mujhko Gale Se Laga De) - 2

--male--
pyaar Ke Is Mandir Ko
chaahat Se Sajaayenge

--female--
humne Ghar Chhoda Hai

--male--
rasmon Ko Toda Hai

--female--
humne Ghar Chhoda Hai

--male--
rasmon Ko Toda Hai

--female--
door Kahin Jaayenge

--male--
nayi Duniya Basaayenge

--both--
humne Ghar Chhoda Hai
rasmon Ko Toda Hai

Humne Ghar Choda Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: humne ghar choda hai MP3 songs, humne ghar choda hai lyrics, related albums and music archive results.