logo

humne suna hai MP3 Song

humne suna hai MP3 song cover

About humne suna hai MP3 Song

Looking for humne suna hai? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ humne suna haiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Humne Suna Hai Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Humne Suna Hai Song Lyrics

Song Title = Humne Suna Hai
Movie/album = Mere Yaar Ki Shaadi Hai 2002
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song lyricsTitle : Humne Suna Hai
Song lyrics Movie/Album Name: MERE YAAR KI SHAADI HAI
Singer(s) : UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK, SUDESH BHOSLE, JASPINDER NARULA

 Lyrics
Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai
Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai
Kahin Hoga Na Aisa Ek Bhi Hoshyar Bhi Woh Nek Bhi
Uuse Duniya Mein Sab Kehte Hai Achcha
Kabhi Jhoot Nahin Woh Bolta Kabhi Zaher Nahin Woh Golta
Woh Dil Ka Saaf Hai Aur Bilkul Sachcha Samje Bachcha
Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai

Yeh To Bata Do Hume Samjha Do Hai Kis Garane Ka Woh
Woh Nahin Aisa Waisa Nahin Tumhare Jaisa Hai Naye Zamane Ka Woh
Yeh To Bata Do Hume Samjha Do Hai Kis Garane Ka Woh
Woh Nahin Aisa Waisa Nahin Tumhare Jaisa Hai Naye Zamane Ka Woh
Kahin Pada Use Kya Paya Tha Ya Woh Khud Rota Aaya Tha
Hum Se To Kaho Hum Par Yakeen Karlo
Jo Tumne Ishara Hai Kiya Maine Pehle Hi Tha Keh Diya
Ladke Ki Poori Chaan Bin Karlo Chup Bhi Raho
Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai
Cheez Woh Kya Hai

Chup Rehtha Hai Ya Bole Jaata Hai Kya Bor Karta Hai Woh
Jaayen Kahin Woh Jo Baat Kare To Ek Rang Bharta Hai Woh
Chup Rehtha Hai Ya Bole Jaata Hai Kya Bor Karta Hai Woh
Jaayen Kahin Woh Jo Baat Kare To Ek Rang Bharta Hai Woh
Indian Hai Ya Angrez Hai Woh Seedha Hai Ya Tej Hai
Himmatwala Hai Kya Mere Jaisa
Nikamma Hai Ya Kaam Ka Pati Banega Bas Kya Naam Ka
Woh Jaisa Bhi Ho Par Na Ho Aisa Aisa Waisa

Humne Suna Hai Tumne Jeevan Saathi Chuna Hai
Jisko Tumne Chun Hi Liya Hai Cheez Woh Kya Hai
Haan Tumne Suna Hai Tumne Bilkul Thik Suna Hai
Maine Jeevan Saathi Chuna Hai Kyon Kahon Kya Hai
Cheez Woh Kya Hai Kyon Kahon Kya Hai
Cheez Woh Kya Hai Kyon Kahon Kya Hai
Cheez Woh Kya Hai

Humne Suna Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: humne suna hai MP3 songs, humne suna hai lyrics, related albums and music archive results.