humsafar chahiye umr MP3 Song
About humsafar chahiye umr MP3 Song
humsafar chahiye umr is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ humsafar chahiye umrCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Humsafar Chahiye Umr Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Humsafar Chahiye Umr Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Inteha (2003)
mp3 songs
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye, Umr Bhar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye, Umr Bhar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Hey Hey Ey Hey
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraati Raho
Ye Sahaaraa Mujhe Umr Bhar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraate Raho
O O O
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraate Raho
Bas Yun Hi Dekh Kar Muskuraate Raho
Ye Sahaaraa Mujhe Umr Bhar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Tum Ho Mere Sanam Tum Ho Mere Khudaa
Tum Ho Sab Se Alag Tum Ho Sab Se Judaa
Sochtaa Hoon Tumhein Doon Main Saughaat Kyaa
Dil To Dete Hain Sab Dil Ki Auqaat Kyaa
Sochtaa Hoon Tumhein Doon Main Saughaat Kyaa
Dil To Dete Hain Sab Dil Ki Auqaat Kyaa
Jaan Haazir Hai Meri Agar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Hamsafar Chaahiye Umr Bhar Chaahiye
Main Akeli Rahi To Bikhar Jaaoongi
Aasraa Tum Na Doge To Mar Jaaoongi
Ye Na Samjho Ke Hai Do Qadam Kaa Safar
Ye Safar To Hai Laakhon Janam Kaa Safar
Ye Na Samjho Ke Hai Do Qadam Kaa Safar
Ye Safar To Hai Laakhon Janam Kaa Safar
Is Safar Mein Koi Hamsafar Chaahiye
Dil Hai Beghar Ise Ek Ghar Chaahiye
Aapke Pyaar Ki Ik Nazar Chaahiye
Humsafar Chahiye Umr Video Song
Related Albums
Browse this topic: humsafar chahiye umr MP3 songs, humsafar chahiye umr lyrics, related albums and music archive results.


