logo

is paar ya us paar MP3 Song

is paar ya us paar MP3 song cover

About is paar ya us paar MP3 Song

This archive page brings together results connected with is paar ya us paar, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ is paar ya us paarCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Is Paar Ya Us Paar Category / Artist: XYZ ↧ Save As

Is Paar Ya Us Paar Song Lyrics

Song Title = Is Paar Ya Us Paar
Movie/album = Ispaar Ya Uspaar 1990
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Is Paar Ya Us Paar
Song Lyrics Movie = Is Paar Ya Us Paar (1990)
Singers = Khokan Chowdhury
Song Lyricists = Shardanand Tiwary
Music Composer = Khokan Chowdhury
Director = Govind Singh
Music Label = Saregama
Starring = Rony, Priyashri, Viju Khote, Jagdeep, Manmouji

mp3 songs

Jaaye kaha bach ke koi
Bach ke koi jaaye kaha
Hai yeh gunaho ka sansar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar

Gulshan chup chhayi virani
Khuni khanjar kehta kahani
Gulshan chup chhayi virani
Khuni khanjar kehta kahani
Nafarat ki aandhi
Paap ka samandar
Insaniyat nahi hai
Aadami ke andar
Aadami hee aadami ke hai
Yaha pe zulmo ka sikar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar

Behte aansu kaun yeh pohche
Hai yeh moti kaun yeh soche
Behte aansu kaun yeh pohche
Hai yeh moti kaun yeh soche
Aanchal hai suna mann karo ki
Chhin lee kisne aankhon ki jyoti
Kis se kahe kaun sune
Hai yeh lutero ka bazar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar

Samay ki dhara lehre toofani
Sehmi huyi yaade purani
Samay ki dhara lehre toofani
Sehmi huyi yaade purani
Pyar ke mausam
Sapno mein kho gaye
Dard ke riste apno se kho gaye
Jiye koi kaise yaha
Ho jaha na risto ka aadar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Jaaye kaha bach ke koi
Bach ke koi jaaye kaha
Hai yeh gunaho ka sansar
Zulm ki aag jal rahi
Kaisi yeh ruh yaha waha
Jaaye kaha bolo
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Is Paar Ya Us Paar Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: is paar ya us paar MP3 songs, is paar ya us paar lyrics, related albums and music archive results.