ishq ki aankh me MP3 Song
About ishq ki aankh me MP3 Song
ishq ki aankh me is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ ishq ki aankh meCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Ishq Ki Aankh Me Category / Artist: Anuradha Paudwal | ↧ Save As |
Ishq Ki Aankh Me Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Lal Baadshah (1999)
Singer = Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Music Director = Aadesh Shrivastava
Lyricist = Gohar Kamla
Mp3 Song Lyrics
ishq ki aankh me haya hi nahi
ishq se badhke badduaa hi nahi
hai kaha dard ye pata hi nahi
ishq ke rog ki dawa hi nahi
yara yara zamane ishq hai ye
jane jana daastan ishq hai ye
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq...
kahar hai maut hai saza hai ishq
saza hai ishq
mujhse puchho to, mujhse puchho to
puchho to ek bala hai ishq, bala hai ishq
unko tasvire gam dikha dena...
jo bahut puchhte hai kya hai ishq
jo bahut puchhte hai kya hai ishq
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq...
mana ye ishq dil dukhata hai
ashq deta hai ji jalata hai
ishq me maut bhi to mumkil hai
phir bhi marne me maza aata hai
phir bhi marne me maza aata hai...
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq...
ha ye dil ki lagan is lagan ka kya kar le
dil se lag gayi tab se lagan lagaai hai
shamma to mom ke badan ke siva kuch bhi na thi
sanam ne aag lagai to jaan aayi hai...
tune yu murade ishq mujhse sanam kah dala
tere bolo pe meri jaan pyar aaya hai
tune jo jane wafa pyar ka ikrar kiya
mujhko ab jake meri jaan karar aaya hai
mujhko ab jake meri jaan karar aaya hai...
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq
ye hai ishq ishq ishq ishq
ye hai ishq...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Ishq Ki Aankh Me Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: ishq ki aankh me MP3 songs, ishq ki aankh me lyrics, related albums and music archive results.


