logo

ishq rub ki dua MP3 Song

ishq rub ki dua MP3 song cover

About ishq rub ki dua MP3 Song

This archive page brings together results connected with ishq rub ki dua, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ishq rub ki duaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ishq Rub Ki Dua Category / Artist: XYZ ↧ Save As

Ishq Rub Ki Dua Song Lyrics

Song Title = Ishq Rub Ki Dua
Movie/album = Mulaqat 2001
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Ishq Rub Ki Dua
Song Lyrics Movie = Mulaqat (2001)
Singer(s) = Rohan Kapoor
Music By = Shyam Prasad
Lyricist(s) = Shyam Anuragi

mp3 songs

((Ishq rab ki duwa ishq hi pyaar hai
 Ishq mein jindagi badi khuddaar hai) - (2)
 Ishq ki roshani jis jagah lehraaye
 Uss jagah dil ki bekhudi chha jaaye haay
 Ishq rab ki duwa ishq hi pyaar hai
 Ishq mein jindagi badi khuddaar hai
 
 Ishq ke sine mein dard hai yaadon ka
 Bharosa kasamon ka yakin hai waadon ka
 Magar dhoka bhi hai kabhi afsaane ka
 Milane ki khushiya hai kabhi ghum jaane ka -

(2)
 Ishq ki roshani jis jagah lehraaye
 Uss jagah dil ki bekhudi chha jaaye haay
 Ishq rab ki duwa ishq hi pyaar hai
 Ishq mein jindagi badi khuddaar hai
 
 Yeh toh shamma mein hai, yeh hai parwaane mein
 Ishq toh rehata hai har ek deewaane mein
 Ishq aagaajh hai ishq anjaam hai
 Aashiqon mein yaaron ishq ka naam hai - (2)
 Ishq ki roshani jis jagah lehraaye
 Uss jagah dil ki bekhudi chha jaaye haay
 Ishq rab ki duwa ishq hi pyaar hai
 Ishq mein jindagi badi khuddaar hai
 Ishq ki roshani jis jagah lehraaye
 Uss jagah dil ki bekhudi chha jaaye haay
 Ishq ishq haay ishq ishq haay...
 (Ishq rab ki duwa ishq hi pyaar hai
 Ishq mein jindagi badi khuddaar hai)) - (2)..

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Ishq Rub Ki Dua Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ishq rub ki dua MP3 songs, ishq rub ki dua lyrics, related albums and music archive results.