jaam e mohabbat MP3 Song
About jaam e mohabbat MP3 Song
Looking for jaam e mohabbat? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ jaam e mohabbatCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Jaam E Mohabbat Category / Artist: Asha Bhosle | ↧ Save As |
Jaam E Mohabbat Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Yatra (2006)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Ahmed Wasi
Music Composer: Mohammed Zahur Khayyam
Music Director: Mohammed Zahur Khayyam
Director: Gautam Ghose
Music Label: Shemaroo
Starring: Rekha, Nana Patekar, Deepti Naval
Release : 4th May, 2006
mp3 songs
Aa~
Jaam e mohabbat, jaam e mohabbat
Aankhon se hi pee lete hai dilwale
Ek nazar mein mujhko padhkar jee lete hai dilwale
Jaam e mohabbat, jaam e mohabbat
Aankhon se hi pee lete hai dilwale
Pee lete hai dilwale, pee lete hai dilwale
Ek nazar mein mujhko padhkar
Ek nazar mein mujhko padhkar
Jee lete hai dilwale, jee lete hai dilwale
Haal e dil dilbar nahi kehte unki nigaahen kehti hain
Haal e dil dilbar nahi kehte unki nigaahen kehti hain
Zaahir main toh apne labon ko
Zaahir main toh apne labon ko, pee lete hai dilwale
Ek nazar mein mujhko padhkar
Ek nazar mein mujhko padhkar, jee lete hai dilwale
Jee lete hai dilwale
Ishq junoon tak aa jaaye toh deewana ban jaata hai
Deewanapan deewanon ka afasana ban jaata hai
Deewane toh seh jaate hain ruswaai badnaami bhi
Deewane toh seh jaate hain ruswaai badnaami bhi
Har tauhmat haske apne sir
Har tauhmat haske apne sir, jee lete hain dilwale
Jaam e mohabbat aankhon se hi
Jaam e mohabbat aankhon se hi
Pee lete hai dilwale, pee lete hai dilwale
Ishq salaamat hai toh aashiq phool khilaaye sehra mein
Ishq salaamat hai toh aashiq phool khilaaye sehra mein
Pathhar ka bhi chaki jigar kar jee lete hai dilwale
Pathhar ka bhi chaki jigar kar jee lete hai dilwale
Jaam e mohabbat aankhon se hi
Jaam e mohabbat aankhon se hi
Pee lete hai dilwale, pee lete hai dilwale
Ek nazar mein mujhko padhkar
Ek nazar mein mujhko padhkar
Jee lete hai dilwale, jee lete hai dilwale
Posted by: Neha sharma
Jaam E Mohabbat Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: jaam e mohabbat MP3 songs, jaam e mohabbat lyrics, related albums and music archive results.


