jab dil dhadakta MP3 Song
About jab dil dhadakta MP3 Song
Looking for jab dil dhadakta? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ jab dil dhadaktaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Jab dil dhadakta Category / Artist: Kumar Sanu | ↧ Save As |
Jab dil dhadakta Song Lyrics
Song Lyrics Movie/Album Name: SUNO SASURJEE
Singer(s) : KUMAR SANU, ALKA YAGNIK
Lyrics Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam
Har Saas Mein Shaamil Hai Tere Saas Ki Khushboo
Jaata Nahin Yaadon Se Tere Pyaar Ka Mausam
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam
Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam
Chaa Gayi Deeewangi Paagal Hone Lage
Haan Chaa Gayi Deeewangi Paagal Hone Lage
Madhoshiyaan Badi Sanam Hum To Khone Lage
Aate Meri Palkon Mein Tere Khwaab Ab Aayega
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam
Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam
Keh Rahi Tanhaaiyaan Baahon Mein Thaam Loon
Haan Keh Rahi Tanhaaiyaan Baahon Mein Thaam Loon
Saare Jahan Ko Bhool Ke Main Tera Naam Loon
Ab Sari Umar Dilbar Chaahat Na Hogi Kam
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam
Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai
Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam
Har Saas Mein Shaamil Hai Tere Saas Ki Khushboo
Jaata Nahin Yaadon Se Tere Pyaar Ka Mausam
Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam
Jab dil dhadakta Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: jab dil dhadakta MP3 songs, jab dil dhadakta lyrics, related albums and music archive results.


