logo

jab tak maine samjha MP3 Song

jab tak maine samjha MP3 song cover

About jab tak maine samjha MP3 Song

Looking for jab tak maine samjha? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ jab tak maine samjhaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Jab Tak Maine Samjha Category / Artist: Kishor Kumar ↧ Save As

Jab Tak Maine Samjha Song Lyrics

Song Title = Jab Tak Maine Samjha
Movie/album = Bheegi Palken 1982
Category / Artist = Kishor Kumar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Jab Tak Maine Samjha
Song Lyrics Movie : Bheegi Palken (1982)
Singer : Kishore Kumar        
Music By : Jugal Kishore, Tilak Raj    
Lyricist : M G Hashmat

mp3 songs

jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya...

khushiyo ke har phul se maine gam ka haar piroya
pyar tamana thi jivan ki pyar ko pake khoya
apno se khud todke nata
apnepan ko roya apnepan ko roya
jab tak maine samjha apna kya hai
sapna tut gaya sapna tut gaya 
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya..

jivan ke kis mod pe aake dur huye wo dil se
aandhi samay ki uda ke le gayi mere nashe man ke tinke
waade karke pyar wafa ke
bichhade saathi milke bichhade saathi milke
jab tak maine samjha saath kya hai
saathi chhut gaya saathi chhut gaya
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya..

tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
tute rishte yaad me unki kyun bheegi hai palke
bikhre bikhre dil ke tukde unki khatir tadape
pyasi aankhe pi jaye aansu
aankho se na chalke aankho se na chalke
jab tak maine samjha aansu kya hai
daman bheeg gaya daman bheeg gaya
jab tak maine samjha jivan kya hai
jivan bit gaya jivan bit gaya.....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Jab Tak Maine Samjha Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: jab tak maine samjha MP3 songs, jab tak maine samjha lyrics, related albums and music archive results.