jab tak pure MP3 Song
About jab tak pure MP3 Song
jab tak pure is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ jab tak pureCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Jab Tak Pure Na Category / Artist: Hemlata | ↧ Save As | |
| ◉ Jab Tak Pure Category / Artist: Hemlata | ↧ Save As |
Jab Tak Pure Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Nadiya Ke Paar (1982)
Singers = Hemlata (Lata Bhatt)
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Govind Moonis
Mp3 Song Lyrics
((Babuva ho babuva pahuna ho pahuna -
Babuva ho babuva pahuna ho pahuna...
Jab tak pure na ho phere saat
Jab tak pure na ho phere saat
Tab tak dulhin nahi dulha ki
Tab tak bahuni nahi bahua ki
Na jab tak pure na ho phere saat...
Abb hi toh kaho na dilli dur badi hai
Ho pehali hi bhanwar padi hai, dilli dur badi hai
Karani hogi tapassya saari raat
Jab tak pure na ho phere saat
Tab tak dulhin nahi dulha ki
Tab tak bahuni nahi bahua ki
Na jab tak pure na ho phere saat...
Jaise jaise bhanvar pade mann angana ko chhode
Ek ek bhaanvar naata ajaano se jode
Mann ghar angana ko chhode, anjaano se naata jode
Sukh ki badari aansu ki barsaat
Jab tak pure na ho phere saat
Tab tak dulhin nahi dulha ki
Tab tak bahuni nahi bahua ki
Na jab tak pure na ho phere saat...
Babuva ho babuva pahuna ho pahuna
Saath phere karo babuva karo saath bachan bhi
Kaise kanya kaise arpan kar de tann bhi mann bhi
Saath phere karo babuva karo saath bachan bhi
Kaise kanya kaise arpan kar de tann bhi mann bhi
Utho utho bahuni dekho dekho dhruvtaara
Dhruvtaare ka ho aman suhaag tihaara
O dekho dekho dhruvtaara
Dhruvtaare ka ho aman suhaag tihaara
Saath ho phere saat janmo ka saath
Jab tak pure na ho phere saat
Tab tak dulhin nahi dulha ki
Tab tak bahuni nahi bahua ki, na...))
Posted by : {Soni Kumari}
Jab Tak Pure Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: jab tak pure MP3 songs, jab tak pure lyrics, related albums and music archive results.


