logo

jane kaisa jadu kiya MP3 Song

jane kaisa jadu kiya MP3 song cover

About jane kaisa jadu kiya MP3 Song

Looking for jane kaisa jadu kiya? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ jane kaisa jadu kiyaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Jane Kaisa Jadu Kiya Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Jane Kaisa Jadu Kiya Song Lyrics

Song Title = Jane Kaisa Jadu Kiya
Movie/album = Parvarish 1958
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Jane Kaisa Jadu Kiya
Song Lyrics Movie = Parvarish (1958)
Singers =Asha Bhosle, Sudha Malhotra
Song Lyricists =Hasrat Jaipuri
Music Composer =Dattaram Wadkar
Director =S. Bannerjee
Music Label =Saregama
Starring =Raj Kapoor, Mala Sinha, Mehmood,
Lalita Pawar

mp3 songs

((Iss kadar tera tassvur kabhi badh jaata hai
Iss kadar tera tassvur kabhi badh jaata hai
Aayina dekho tum tera najar aata hai

Aa aa aa aa…..
Jaane kaisa jaadu kiya re
Bedardi baalam jaane kaisa jaadu kiya re
Aa aa aa aa…..
Jaane kaisa jaadu kiya re
Saawariya jaalam jaane kaisa jaadu kiya re

Najar milaake piya haay
Najar milaake piya dil hamara loot liya
Najar mila, najar milaake piya dil hamara
Loot liya ho ooo…
Jaane kaisa jaadu kiya re bedardi baalam
Jaane kaisa jaadu kiya re saawariya jaalam
Jaane kaisa jaadu kiya re
Tere bina toh hamein nind bhi na aati,
Nind bhi na aati
Tere bina toh hamein nind bhi na aati,
Nind bhi na aati
Saari raat haay meri jaan ghabraati,
jaan ghabraati aa….
Jaane kaisa jaadu kiya re bedardi baalam
Jaane kaisa jaadu kiya re saawariya jaalam
Jaane kaisa jaadu kiya re

Idhar toh aa aa aa aa…
Idhar toh aa mere raaja tujhe hamari
Kasam ho o o o…
Idhar toh aa, idhar toh aa , idhar toh aa
Mere raaja tujhe hamaari kasam ho o o o…
Tere bagair bhala kaise ji sakenge hum
Tere bagair bhala kaise ji sakenge hum
Ho o o o…
Jaane kaisa jaadu kiya re bedardi baalam
Jaane kaisa jaadu kiya re aa aa aa…
Jaane kaisa jaadu kiya re saawariya jaalam
Jaane kaisa jaadu kiya re...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Jane Kaisa Jadu Kiya Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: jane kaisa jadu kiya MP3 songs, jane kaisa jadu kiya lyrics, related albums and music archive results.