logo

janejan kehke bulaya MP3 Song

janejan kehke bulaya MP3 song cover

About janejan kehke bulaya MP3 Song

janejan kehke bulaya is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download

Janejan Kehke Bulaya Song Lyrics

Song Title = Janejan Kehke Bulaya
Movie/album = Ghar Ka Sukh 1987
Category / Artist = Suresh Wadkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Janejan Kehke Bulaya
Song Lyrics Movie = Ghar Ka Sukh (1987)
Singers = Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Ravi Shankar Sharma
Director = Kalpataru
Music Label = T-Series
Starring = Raj Kiran, Shoma Anand, Tanuja, Aruna Irani,
 Kader Khan, Asha Lata, Bharat Bhushan

mp3 songs

Jane jaa kehke bulaya to bura maan gaye
Haale dil apna sunaya to bura maan gaye
Jane jaa kehke bulaya to bura maan gaye
Haale dil apna sunaya to bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe husna ka sacha aashiq
Tumne hamko hi banaya to bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe husna ka sacha aashiq
Tumne hamko hi banaya to bura maan gaye

Dekho tum kal bhi nahi aaye the wada karke
Aaj aaye hai to jagahde ka irada karke
Dekho tum kal bhi nahi aaye the wada karke
Aaj aaye hai to jagahde ka irada karke
Apni marji ke malik hai hame parva kiski
Kya karoge agar wada karke mukar jaayege
Haay tere waade pey jeeye hum
To e jaan jhuk jaana
Ki khusi se mar na jaate hum
Agar ik baar hote
Bade aaye shayar chhod do mujhe

Jaane kis kis ki ghajal roj suna karte ho
Maine ik sher sunaya to bura maan gaye
Jaane kis kis ki ghajal roj suna karte ho
Maine ik sher sunaya to bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe husna ka sacha aashiq
Tumne hamko hi banaya to bura maan gaye

Jo bhi rushwahi huyi uska gunehgaar hoon mein
Jo bhi rushwahi huyi uska gunehgaar hoon mein
Pyaar karta hoon uska talabgaar hoon mein
Jab bhi mila karte ho tab tab pareshaan karte ho
Aisi dewani mohabaat se bejaab hoon mein
Dil mein hain pyaar magar hothon pe ikraar nahi
Aayina hamne dikhaya toh bura maan gaye
Dil mein hain pyaar magar hothon pe ikraar nahi
Aayina hamne dikhaya toh bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe husna ka sacha aashiq
Tumne hamko hi banaya to bura maan gaye

Maheka maheka ye baharon ka hasi mausam hain
Aise mein door kyun mujh se mere hamdam hain
Maheka maheka ye baharon ka hasi mausam hain
Aise mein door kyun mujh se mere hamdam hain
Aise mausam mein bahek jaane ka dar hai warna
Jo tumhara hai wahi hamara aalam hain sach
Phir to aajao meri baahon mein jaane jaa
Ab gusse mein ye na kahena boora maan gaye
Rutha jaana toh haseeno ki adaa hoti hain
Phir ab maan bhi laao lo hum maan gaye
Laa laa la laa la laaa......

Posted by : {Anamika Tyagi}

Janejan Kehke Bulaya Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song


Browse this topic: janejan kehke bulaya MP3 songs, janejan kehke bulaya lyrics, related albums and music archive results.