jis dard se tum humko MP3 Song
About jis dard se tum humko MP3 Song
jis dard se tum humko is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ jis dard se tum humkoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Jis Dard Se Tum Humko Category / Artist: Alka Yagnik | ↧ Save As |
Jis Dard Se Tum Humko Song Lyrics
Movie/album = Aadmi Khilona Hai (1993)
Singers = Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = J. Om Prakash
Music Label = BMG Crescendo
Mp3 Songs Lyrics
sajna mere sajna
bulbul ne bhi yu gul ko pukara nahi hoga
bulbul ne bhi yu gul ko pukara nahi hoga
jis dard se hum tumko diya karte hai aawaz
bechain mohabbat ka kya khub hai andaz
bechain mohabbat ka kya khub hai andaz
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz
bulbul ne bhi yu gul ko pukara nahi hoga
jis dard se hum tumko diya karte hai aawaz
chahat ke parwane hai aashiq apna naam
chahat ke parwane hai aashiq apna naam
humko tadpane se hi milta hai aaram
humko tadpane se hi milta hai aaram
anjam khuda jaane achchha toh hai aaghaz
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz
bulbul ne bhi yu gul ko pukara nahi hoga
jis dard se hum tumko diya karte hai aawaz
dil ke lahu se likh di humne prem kahani
dil ke lahu se likh di humne prem kahani
tere hawale kar di apni yeh jindagani
tere hawale kar di apni yeh jindagani
afsana likhe humne leke naye alfaaz
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz
bechain mohabbat ka kya khub hai andaz
jis dard se hum tumko diya karte hai aawaz
rango ka hai mausam khushbu ke hai mele
rango ka hai mausam khushbu ke hai mele
aake gale lag jao abb kyo rahenge akele
aake gale lag jao abb kyo rahenge akele
sach hai nahi bajta sargam ke bina saaj
jis dard se tum humko diya karte ho aawaz
bechain mohabbat ka kya khub hai andaaz
jis dard se hum tumko diya karte hai aawaaz
bechain moghabbat ka kya khub hai andaaz
jis dard se hum tumko diya karte hai aawaaz..
Posted by : {Anamika Tyagi}
Jis Dard Se Tum Humko Video Song
Related Albums
Browse this topic: jis dard se tum humko MP3 songs, jis dard se tum humko lyrics, related albums and music archive results.

