kabhi kabhi mere ii MP3 Song
About kabhi kabhi mere ii MP3 Song
kabhi kabhi mere ii is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kabhi kabhi mere iiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kabhi Kabhi Mere II Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Kabhi Kabhi Mere II Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Kabhi Kabhie 1976
Singer = Mukesh, Lata Mangeshkar
Music By = Khayyam
Lyricist = Sahir Ludhianvi
mp3 songs
kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai
kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai
ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi
tu ab se pahle sitaro me bas rahi thi kahi
tujhe jami pe bulaya gaya hai mere liye
tujhe jami pe bulaya gaya hai mere liye
kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai
ke ye badan ye nigahe meri amanat hai
ke ye badan ye nigahe meri amanat hai
ye gesuo ki ki ghani chaw hai meri khatir
ye hoth or ye bahe meri amant hai
ye hoth or ye bahe meri amant hai
kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai
ke jaise bajti hai sahnayiya si raho me
ke jaise bajti hai sahnayiya si raho me
suhagrat hai ghunghat utha raha hu mai
suhagrat hai ghunghat utha raha hu mai
simat rahi hai tu sarmake apni baho me
simat rahi hai tu sarmake apni baho me
kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai
ke jaise tu mujhe chahegi umar bhar yuhi
uthegi meri taraf pyar ki najar yuhi
mai janta hu ke tu gair hai magar yuhi
mai janta hu ke tu gair hai magar yuhi
kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai
kabhi kabhi mere dil me khyal aata hai...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Kabhi Kabhi Mere II Video Song
Browse this topic: kabhi kabhi mere ii MP3 songs, kabhi kabhi mere ii lyrics, related albums and music archive results.


