logo

kabhi khushiyon ki sargam MP3 Song

kabhi khushiyon ki sargam MP3 song cover

About kabhi khushiyon ki sargam MP3 Song

Looking for kabhi khushiyon ki sargam? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kabhi khushiyon ki sargamCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kabhi Khushiyon Ki Sargam Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Kabhi Khushiyon Ki Sargam Song Lyrics

Song Title = Kabhi Khushiyon Ki Sargam
Movie/album = Mrityudaata 1997
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Kabhi Khushiyon Ki Sargam
Song Lyrics Movie = Mrityudaata (1997)
Singers = Alka Yagnik, Mohammed Aziz,
 Vinod Rathod
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav,
Milind Shrivastav
Director = Mehul Kumar
Music Label = T-Series
Starring = Amitabh Bachchan, Dimple Kapadia,
Karisma Kapoor, Paresh Rawal,
 Arbaaz Ali Khan
Release on = 25th April, 1997

mp3 songs

((Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge

Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge

Sur taje na taje gungunate rahe
Dard me bhi sada muskarate rahje
Ek duje ki baho me baithe rahe
Sat phero ki rasme nibhate rahe

Umar ke is hansi dor ko hum
Waqt ki maharbani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge

Rat dhal jayegi din gujar jayenge
Apni palko me sapne sawar jayenge
Khushabu sanso me aa ke sama jayegi
Phul chahat ke harsu bikhar jayenge
Dil ke mahake huye gulsita pe

Dhadkano ki rawani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge

Ab kisi mod par bhi na bichhadege hum
Bant lenge jo aayega koi bhi gam
Aaj se aur abhi se ye wada raha
Jaan deke nibhayenge apni kasam

Humne socha hai ab naam tere
Apni ye zindagani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Milke ab hum bade pyar se
Zindagi ki kahani likhenge

Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge
Kabhi khushiyo ki sargam likhenge
Kabhi aankho ka pani likhenge))...

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Kabhi Khushiyon Ki Sargam Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kabhi khushiyon ki sargam MP3 songs, kabhi khushiyon ki sargam lyrics, related albums and music archive results.