logo

kabhi to aasman se chand MP3 Song

kabhi to aasman se chand MP3 song cover

About kabhi to aasman se chand MP3 Song

This archive page brings together results connected with kabhi to aasman se chand, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kabhi to aasman se chandCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kabhi to aasman se chand Category / Artist: JAGJIT SINGH ↧ Save As

Kabhi to aasman se chand Song Lyrics

Song Title = Kabhi to aasman se chand
Movie/album = Tum Toh Nahin Ho 2005
Category / Artist = JAGJIT SINGH
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title  : Kabhi to aasman se chand
Song Lyrics Movie : Album / Tum Toh Nahin Ho 2005
Singer(s)  : Jagjit  Singh

mp3 songs
 
Kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye

woh Mera Naam Sun Kar Kuchh Zara Sharma Se Jaate Hai
woh Mera Naam Sun Kar Kuchh Zara Sharma Se Jaate Hai
bahut Mumkin Hai Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaaye
bahut Mumkin Hai Kal Iska Mohabbat Naam Ho Jaaye

zara Sa Muskurakar Haal Poochho Dil Behal Jaaye
zara Sa Muskurakar Haal Poochho Dil Behal Jaaye
hamara Kaam Ho Jaaye Tumhara Naam Ho Jaaye
hamara Kaam Ho Jaaye Tumhara Naam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye

ujale Apani Yaadon Ke Hamare Saath Rehne Do
ujale Apani Yaadon Ke Hamare Saath Rehne Do
na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jaaye
na Jaane Kis Gali Mein Zindagi Ki Shaam Ho Jaaye
kabhi Toh Aasmaan Se Chaand Utare Jaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
tumhare Naam Ki Ek Khoobsurat Shaam Ho Jaaye
shaam Ho Jaaye
shaam Ho Jaaye

 
Posted by: {Anju}

Kabhi to aasman se chand Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kabhi to aasman se chand MP3 songs, kabhi to aasman se chand lyrics, related albums and music archive results.