logo

kabul ki mai naar MP3 Song

kabul ki mai naar MP3 song cover

About kabul ki mai naar MP3 Song

This archive page brings together results connected with kabul ki mai naar, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kabul ki mai naarCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kabul Ki Mai Naar Category / Artist: Geeta Dutt ↧ Save As

Kabul Ki Mai Naar Song Lyrics

Song Title = Kabul Ki Mai Naar
Movie/album = Krorepati 1936
Category / Artist = Geeta Dutt
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Kabul Ki Mai Naar
Song Lyrics Movie = Krorepati (1936)
Singers = Geeta Dutt, Kishore Kumar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Mohan Segal
Music Label = Saregama
Starring = Kishore Kumar, Shashikala, Kum Kum, Alhad Radha Krishnan

mp3 songs

Kaabul ki main naar,
Meri aankhe rasili kataar
Kaabul ki main naar,
Meri aankhe rasili kataar
Zara aankh se aankh mila le
Piya mausam mazedaar
Zara aankh se aankh mila le
Wallah ho wallah ho wallah
Mausam mazedaar
He he he he hi
Husn ki tu gulanar
Yahaan aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulanar
Yahaan aashiq tere hazaar
Par aayaa hai badi dur se
Ye pyaar ka bimaar
Wai aayaa hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho ya khush
Pyaar ka bimaar

Hai hai
Hai hai hai hai he hi hi

Pila de nigaaho ke jaam,
Aur le le ye dil ka badaam
In hotho pe subah shaam,
Rahata hai tera hi naam
Pila de nigaaho ke jaam,
Aur le le ye dil ka badaam
In hotho pe subah shaam,
Rahata hai tera hi naam
Kahati hai mast bahaar,
Meri ulajhi lat ko sanwaar
Kahati hai mast bahaar,
Meri ulajhi lat ko sanwaar

Mohe pyaar ke rag mein
Rag de piyaa mausam mazedaar
Mohe pyaar ke rag me rag wallah
Hai ho vallaah hai
Ho vallaah mausam mazedaar
Hai hai hai husn ki tu gulanaar
Yahaan aashiq tere hazaar
Par aayaa hai badi dur se
Ye pyaar ka bimaar
Wai aayaa hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho ya khush
Pyaar ka bimaar

Bhure ragile nawab
Mera hai kaisa shabab
Are kahata hai dil ka rabab
Duniya badi hai kharab
Bhure ragile nawab
Mera hai kaisa shabab
Are kahata hai dil ka rabaab
Duniya badi hai kharab
Rup ke lobhi hazaar
Wallaah kaise karun aitabaar
Roop ke lobhi hazaar
Hai hai hai
Wallaah kaise
Hai hai hai
Karun aitabaar
Hai hai hai
Mujhe apane dil mein
Chhupa hai

Le piya mausam hai mazedaar
Mujhe apane dil mein chhupa le
Wallaah o wallah o wallah
Mausam mazedaar
Husn ki tu gulanar yahaan
Aashiq tere hazaar
Husn ki tu gulanar yahaan
Aashiq tere hazaar
Par aayaa hai badi dur se
Ye pyaar kaa bimaar
Wai aayaa hai badi dur se
Ya khush ho ya khush ho
Ya khush pyaar ka bimaar.....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Kabul Ki Mai Naar Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kabul ki mai naar MP3 songs, kabul ki mai naar lyrics, related albums and music archive results.