kaisi hai yeh udaasi chhaayi MP3 Song
About kaisi hai yeh udaasi chhaayi MP3 Song
Looking for kaisi hai yeh udaasi chhaayi? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kaisi hai yeh udaasi chhaayiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi Category / Artist: Kailash Kher | ↧ Save As |
Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi Song Lyrics
Song lyrics Movie or Album: Karthik Calling Karthik
Singer(s) : Kailash Kher
new song
song Lyrics
Kaisi hai yeh udaasi chhaayi mere dil
kaisi gehari hai yeh tanhaayi mere dil
raahon mein yaadon ki khaamoshi barse
aankhon mein jo ghum hai aansu ko tarase
yeh bata yeh kyun huwa
bujh gaya kyun har diya
kaisi hai yeh udaasi chhaayi mere dil
Ho jo bhi mila woh kho gaya
tujhako pata hai, aisa hi sada hota hai
jaana hi tha woh jo gaya
dil tu akela aise kyun bhala rota hai
bhule jo hai tujhako abb unako bhul ja tu bhi
warna mere saath yaadon ke jakhm kha tu bhi
maan ja ai dil mere, bhul ja shikawe gile
kaisi hai yeh udaasi chhaayi
Ho tu hi bata ai dil mere
maine toh hamesha tera hi kaha maana hai
kyun hai mujhe yeh ghum ghere
mujhe umrr bhar kya bas yahin saja paana hai
sapane boye maine aur dard maine hai kaante
gaaye geet maine aur paaye maine sannaate
aaraju na kam hai, suni si har shaam hai
kaisi hai yeh udaasi chhaayi mere dil
kaisi gehari hai yeh tanhaayi
Kaisi Hai Yeh Udaasi Chhaayi Video Song
Browse this topic: kaisi hai yeh udaasi chhaayi MP3 songs, kaisi hai yeh udaasi chhaayi lyrics, related albums and music archive results.

