kali anar ki MP3 Song
About kali anar ki MP3 Song
Looking for kali anar ki? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kali anar kiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kali Anar Ki Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Kali Anar Ki Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Chhoti Behan 1959
Singer = Lata Mangeshkar, Manna Dey
Music Director = Shankar Jaikishan
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Mp3 Song Lyrics
((o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
o gunche gulaab ke na batiya banaao
pahale kisi ko dil me bithaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
o gunche gulaab ke na batiya banaao
pahale kisi ko dil me bithaao...
ankhiya gulaabi rangi shabaab
hamko pilaaye pyaar ki sharaab
padh lo hamaare dil ki kitaab
isme likha hai pyaar ka javaab
bhari bahaar me shor na machaao
pyaar ka usul hai ghar me bulaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao...
kar lo kabhi to hans ke do baate
kaate kate na biraha ki ye raate
aaoge jis din le ke baaraat
de denge haatho me ye haath
kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao
jivan bhar kaa saath nibhaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao...
dil ka bhanvra tum par nisaar
mere chaman ki tu hai bahaar
batiya tumhaari ras ki phuhaar
hamne suni dil gaye haar
kisi ki khwab me jhum ke to aao
chhoti-chhoti baato par ji na jalaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao
o gunche gulaab ke na batiya banaao
pahale kisi ko dil me bithaao
o kali anaar ki na itna sataao
pyaar karne ki koi rit bataao...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Kali Anar Ki Video Song
Browse this topic: kali anar ki MP3 songs, kali anar ki lyrics, related albums and music archive results.


