kaun kehta hai abhijeet MP3 Song
About kaun kehta hai abhijeet MP3 Song
kaun kehta hai abhijeet is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kaun kehta hai abhijeetCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kaun Kehta Hai ABHIJEET Category / Artist: Abhijeet | ↧ Save As |
Kaun Kehta Hai ABHIJEET Song Lyrics
Song Lyrics Album Name: Kyo Kii...Main Jhuth Nahin Bolta 2001
Singer Names: Abhijeet,
Lyricist Name:
Music Director:
Lyrics
Are Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Ey Sach Hai Yeh Sach Bol Bala Hai Jhuth Ka
Are Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
Log Yahan Jhuth Ka Danka Bajaye
Log Yahan Jhuth Ka Danka Bajaye
Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
Chaahe Dekho Daaye Chaahe Dekho Baaye
Log Yahan Jhuth Ka Danka Bajaye
Sach Ke Hoth Pe Taala Hai Jhuth Ka
Are Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Jhuth Bolne Se Baat Ban Jaati Hain
Are Jhuth Bolne Se Baat Ban Jaati Hain
Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
Are Jhuth Bolne Se Baat Ban Jaati Hain
Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
Kaam Chal Jaata Hain Daal Gal Jaati Hain
Tikha Bada Mirch Masala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Sach Hai Yeh Sach Bol Bala Hai Jhuth Ka
Jhuth Bole Kam Kar Sikka Jama Le
Jhuthi Taarif Kar Sab Ko Pata Le
Are Jhuth Bole Kam Kar Sikka Jama Le
Jhuthi Taarif Kar Sab Ko Pata Le
Jhuthi Taarif Kar Sab Ko Pata Le
Ey Saara Zamana Matwala Hai Jhuth Ka
Saara Zamana Matwala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Jhuth Ka Yeh Dhanda Hai Khoob Yeh Hai Chalta
Maal Paani Aaj Kal Jhuth Ko Hai Milta
Are Jhuth Ka Yeh Dhanda Hai Khoob Yeh Hai Chalta
Maal Paani Aaj Kal Jhuth Ko Hai Milta
Maal Paani Aaj Kal Jhuthe Ko Milta
Hey Rang Aur Dhang Hi Nirala Hai Jhuth Ka
Rang Aur Dhang Hi Nirala Hai Jhuth Ka
Are Rang Aur Dhang Hi Nirala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai Mooh Kaala Hai Jhuth Ka
Maana Is Jhuth Ki Baat Hai Nirali
Maana Is Jhuth Ki Baat Hai Nirali
Ek Baat Aur Hai Jo Hai Sunnewaali
Ek Baat Aur Hai Jo Hai Sunnewaali
Jo Hai Sunnewaali Jo Hai Sunnewaali
Chadta Hai Suraj Dhalta Hai
Yeh Jhuth Na Zyaada Chalta Hai
Chadta Hai Suraj Dhalta Hai
Yeh Jhuth Na Zyaada Chalta Hai
Balki Sukh Ke Khaatir Tu
Kyon Apne Rang Badalta Hain
Chadta Hai Suraj Dhalta Hai
Yeh Jhuth Na Zyaada Chalta Hai
Pal Do Pal Ka Ujala Hai Jhuth Ka
Pal Do Pal Ka Ujala Hai Jhuth Ka
Are Kala Hai Ji Kala Mooh Kala Hai Jhuth Ka
Kala Hai Ji Kala Mooh Kala Hai Jhuth Ka
Kaun Kehta Hai ABHIJEET Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: kaun kehta hai abhijeet MP3 songs, kaun kehta hai abhijeet lyrics, related albums and music archive results.


