khuda aap ko nazar MP3 Song
About khuda aap ko nazar MP3 Song
This archive page brings together results connected with khuda aap ko nazar, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ khuda aap ko nazarCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Khuda Aap Ko Nazar Category / Artist: Alka Yagnik | ↧ Save As |
Khuda Aap Ko Nazar Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Sayesha (1994)
Singers = Alka Yagnik, Nadeem Saifi
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label = Tips Music
Mp3 Song Lyrics
((Khuda aap ko nazare bad se bachaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye
Khuda aap ko nazare bad se bachaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye
Salamat rahe ye sharabi nigahe
Salamat rahe ye sharabi nigahe
Kahin dosto ki nazar na laga jaaye
Khuda aap ko nazare bad se bachaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye
Mohabbat ke din hain mohabbat ki raate
Labo pe hain har dum mohabbat ki baate
Badi khubsoorat lage zinadagaani
Tere naam kardi hain maine jawaani
Khayalo mein bhi na koi khusboye churaye
Khayalo mein bhi na koi khusboye churaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye
Khuda aap ko nazare bad se bachaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye
Main kaise batau tumhe apni mushkil
Koi tumko dekhe to dhadke mera dil
Kaleje se tumko laga ke rakhungi
Tumhe dhadkano mein basake rakhungi
Main bitha hoon palko mein tumko chhupaye
Main bitha hoon palko mein tumko chhupaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye
Salamat rahe ye sharabi nigahe
Salamat rahe ye sharabi nigahe
Kahin dosto ki nazar na laga jaaye
Khuda aap ko nazare bad se bachaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye
Salamat rahe ye sharabi nigahe
Kahin dosto ki nazar na laga jaaye
Khuda aap ko nazare bad se bachaye
Kahin dushmano ki nazar lag na jaaye.))
Posted by : {Akanksha shukla}
Khuda Aap Ko Nazar Video Song
Related Albums
Browse this topic: khuda aap ko nazar MP3 songs, khuda aap ko nazar lyrics, related albums and music archive results.


