logo

kisi ke dil mein MP3 Song

kisi ke dil mein MP3 song cover

About kisi ke dil mein MP3 Song

Looking for kisi ke dil mein? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kisi ke dil meinCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kisi Ke Dil Mein Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Kisi Ke Dil Mein Song Lyrics

Song Title = Kisi Ke Dil Mein
Movie/album = Babul 1950
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Kisi Ke Dil Mein
Song Lyrics Movie = Babul
Singer = Lata Mangeshkar, Shamshad Begum   
Music By = Naushad    
Lyricist = Shakeel Badayu

mp3 songs

huye majabur ham aur dil mohabbat kar ke pachhtaaya
khushi ko lut kar meri bataao tumne kya paaya
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha

mera dil le ke mere pyaar ko thukara diya tumne
sahara deke aankhe pher li ye kya kiya tumne
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha

khabar kya thi ke armaano pe tum bijli gira doge
meri hasti hui aankho ko rona bhi tum sikha doge
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha

tumhare geet mai gaati thi hardam ho ke divaani
mere dil ki magar aavaaz tumne naa pahchaani
kisi ke dil me rahna tha
kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
basaayi thi koyi mahafil
basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
kisi ke dil me rahna tha

Posted by : Priyanka Shukla

Kisi Ke Dil Mein Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kisi ke dil mein MP3 songs, kisi ke dil mein lyrics, related albums and music archive results.