logo

koi bana aaj apna MP3 Song

koi bana aaj apna MP3 song cover

About koi bana aaj apna MP3 Song

Looking for koi bana aaj apna? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ koi bana aaj apnaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Koi bana aaj apna Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Koi bana aaj apna Song Lyrics

Song Title = Koi bana aaj apna
Movie/album = Malti Madhav 1951
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Title : Koi Bana Aaj Apana
Movie/Album Name: MAALTI MADHAV
Singer(s) : LATA MANGESHKAR

Lyrics:

koyi bana aaj apana - 4

sukh mein aankhein band ho rahi
khule hriday ke dvaar
do man milakar ek huye hain
do do naina chaar - 2
chaar nain dekhein hil mil kar
ek madhur sapana

bana aaj apana
koyi bana aaj apana
bana aaj apana

chaar charan par paanch ek hai
chaar agar do baat
ek git mein bandhati jaati
chaar chaandani raat - 2
madhur prit ki phulmaala par
praan naam japana

bana aaj apana
koyi bana aaj apana
bana aaj apana

prem hindola jhuulein hil mil
ek qadam ?????
naache rut chham chham ke
bhare bahan mein bahan - 2
baar baar nainon ka milana
palakon ka jhapana

bana aaj apana
koyi bana aaj apana
bana aaj apana
bana aaj apana

Koi bana aaj apna Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: koi bana aaj apna MP3 songs, koi bana aaj apna lyrics, related albums and music archive results.