logo

koyi mil gayaa MP3 Song

koyi mil gayaa MP3 song cover

About koyi mil gayaa MP3 Song

koyi mil gayaa is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ koyi mil gayaaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Koyi Mil Gayaa Category / Artist: Udit Narayan ↧ Save As

Koyi Mil Gayaa Song Lyrics

Song Title = Koyi Mil Gayaa
Movie/album = Koi Mil Gaya 2003
Category / Artist = Udit Narayan
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Koyee Mil Gaya
Song Lyrics Movie or Album: Koi Mil Gaya 2003
Singer(s): Chithra K S, Udit Narayan
Music Director(s): Rajesh Roshan
Lyricist(s): Ibrahim Ashq

Lyrics

khwabo khayalo khwahisho ko chehra mila - (2)
mere hone ka matlab mila, koyee mil gaya, koyee mil gaya
ha kaun mil gaya, koyee mil gaya
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho.......
yu toh ham tum milane ko milate rahe - (2)
par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya
ha kaun mil gaya, koyee mil gaya

mujhse milkar kya hota hai yeh batlao na, yeh batlao na
bat yeh ham kano me kahenge pas me aao na, pas me aao na
jo bat tum kahoge woh bat mai bhee janu
yeh pas me aane kee mai bat nahee manu
suno na, suno na, suno na
yu toh baate karne ko karte rahe
par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya
ha kaun mil gaya, koyee mil gaya

aakar mere pas mai tum ho
jakar bhee ho pas ja kar bhee ho pas
iss ehsas ke jaisa koyee aur nahee ehsas, aur nahee ehsas
yeh jo bhee ho raha hai, kyon janta nahee mai
apne hee dil kee baate pehchanta nahee mai
pehchano, pehchano, pehchano
yu toh apna pehle bhee dhadka jiya
par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya
ha kaun mil gaya, koyee mil gaya
khwabo khayalo khwahisho ko chehra mila
mere hone ka matlab mila
yu toh ham tum milne ko milte rahe
par kyon aaj aisa laga, koyee mil gaya, koyee mil gaya

Koyi Mil Gayaa Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: koyi mil gayaa MP3 songs, koyi mil gayaa lyrics, related albums and music archive results.