kuch aise bandhan hote hain MP3 Song
About kuch aise bandhan hote hain MP3 Song
This archive page brings together results connected with kuch aise bandhan hote hain, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kuch aise bandhan hote hainCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kuch Aise Bandhan Hote Hain Category / Artist: Mukesh | ↧ Save As |
Kuch Aise Bandhan Hote Hain Song Lyrics
Movie/Album Name: FARISHTA YA QATIL
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, MUKESH
Lyrics:
Lata
Kuch aise
Kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai.......[2]
Mukesh
Jo bin bandhe bandh jate hai
Jo bin bandhe bandh jate hai wo jeewan bhar tadpate hai
Kuch aise bandhan ...
Lata
Kuch aise bandhan...
Jane ye kaisa nata hai jo bin jode judjata hai
Ik din manka pagal panchi bin pankh lage ud jata hai
Mukesh
Suraj choone ki koshish mein panchi ke par jal jate hai
Kuch aise bandhan...
Lata
Kuch aise bandhan...
Jab pyar ki tapti raahon mein
Jab pyar ki tapti raahon mein do pyase dil mil jate hai
Phir dhoop chaon ban jati hai, saason mein phool khil jate hai
Mukesh
Jaagi ankhon ke ye sapne
Jaagi ankhon ke ye sapne aksar mann ko chal jate hai
Kuch aise, kuch aise bandhan...
Lata
Kuch aise bandhan...
Kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai.......[2]
Mukesh
Jo bin bandhe bandh jate hai
Jo bin bandhe bandh jate hai wo jeewan bhar tadpate hai
Kuch aise bandhan ...
Lata
Kuch aise bandhan...
Kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai.
POSTED BY:DEVI MANDAL
Kuch Aise Bandhan Hote Hain Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: kuch aise bandhan hote hain MP3 songs, kuch aise bandhan hote hain lyrics, related albums and music archive results.


