logo

kuchh aise bandhan MP3 Song

kuchh aise bandhan MP3 song cover

About kuchh aise bandhan MP3 Song

Looking for kuchh aise bandhan? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kuchh aise bandhanCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kuchh aise bandhan Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Kuchh aise bandhan Song Lyrics

Song Title = Kuchh aise bandhan
Movie/album = Farishta Ya Qaatil 1977
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Title : Kuchh Aise Bandhan
Movie/Album Name: FARISHTA YA QATIL
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, MUKESH

Lyrics:

Lata

 Kuch aise
Kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai.......[2]
Mukesh
Jo bin bandhe bandh jate hai
Jo bin bandhe bandh jate hai wo jeewan bhar tadpate hai
Kuch aise bandhan ...
Lata
Kuch aise bandhan...

Jane ye kaisa nata hai jo bin jode judjata hai
Ik din manka pagal panchi bin pankh lage ud jata hai
Mukesh
Suraj choone ki koshish mein panchi ke par jal jate hai
Kuch aise bandhan...
Lata
Kuch aise bandhan...

Jab pyar ki tapti raahon mein
Jab pyar ki tapti raahon mein do pyase dil mil jate hai
Phir dhoop chaon ban jati hai, saason mein phool khil jate hai
Mukesh
Jaagi ankhon ke ye sapne
Jaagi ankhon ke ye sapne aksar mann ko chal jate hai
Kuch aise, kuch aise bandhan...
Lata
Kuch aise bandhan...
Kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai.......[2]
Mukesh
Jo bin bandhe bandh jate hai
Jo bin bandhe bandh jate hai wo jeewan bhar tadpate hai
Kuch aise bandhan ...

Lata
Kuch aise bandhan...
Kuch aise bandhan hote hai jo bin bandhe bandh jate hai.

POSTED BY:DEVI MANDAL

Kuchh aise bandhan Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kuchh aise bandhan MP3 songs, kuchh aise bandhan lyrics, related albums and music archive results.