logo

kuchh log mohabbat ko MP3 Song

kuchh log mohabbat ko MP3 song cover

About kuchh log mohabbat ko MP3 Song

kuchh log mohabbat ko is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kuchh log mohabbat koCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kuchh Log Mohabbat Ko Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Kuchh Log Mohabbat Ko Song Lyrics

Song Title = Kuchh Log Mohabbat Ko
Movie/album = Dhanwan 1981
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Kuchh Log Mohabbat Ko
Song Lyrics Movie = Dhanwan
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Hridaynath Mangeshkar
Director = Surendra Mohan
Music Label = Saregama
Starring = Rajesh Khanna, Reena Roy, Rakesh Roshan, Aruna Irani, Om Prakash
Release on = 29th June, 1981

mp3 songs

Mohabbat kaa talluk, shanao shaukat se nahee hota
Yeh sauda aisa sauda hain, jo daulat se nahee hota

Kuchh log mohabbat ko
Kuchh log mohabbat ko byopar samajate hain
Duniya ko khilauno kaa bajar samajate hain
Kuchh log mohabbat ko byopar samajate hain
Kuchh log mohabbat ko

Daulat kaa nasha inn ko kuchh itna jyada hain
Daulat kaa nasha inn ko kuchh itna jyada hain
Duniya kee har ik shay ko
Duniya kee har ik shay ko, pane kaa irada hain
Apne ko do aalam kaa
Apne ko do aalam kaa mukhtar samajate hain
Kuchh log mohabbat ko

Dil kya hain, wafa kya hain, yeh log naa samajenge
Dil kya hain, wafa kya hain, yeh log naa samajenge
Mitne kee ada kya hain
Mitne kee ada kya hain, yeh log naa samajenge
Har shaks ko bikane par
Har shaks ko bikane par, taiyyar samajate hain
Kuchh log mohabbat ko

Kahiye bhee toh inn jaise dildaro ko kya kahiye
Kahiye bhee toh inn jaise dildaro ko kya kahiye
Majbur hain aadat se
Majbur hain aadat se, becharo ko kya kahiye
Ham aise dimago ko, ham aise dimago ko
Ham aise dimago ko, ham aise dimago ko
Bimar samhjate hain
Kuchh log mohabbat ko byopar samajate hain
Kuchh log mohabbat ko.

Posted by : Priyanka Shukla

Kuchh Log Mohabbat Ko Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kuchh log mohabbat ko MP3 songs, kuchh log mohabbat ko lyrics, related albums and music archive results.