logo

kya hua tujhe udit MP3 Song

kya hua tujhe udit MP3 song cover

About kya hua tujhe udit MP3 Song

kya hua tujhe udit is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kya hua tujhe uditCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kya Hua Tujhe UDIT Category / Artist: Udit Narayan ↧ Save As

Kya Hua Tujhe UDIT Song Lyrics

Song Title = Kya Hua Tujhe UDIT
Movie/album = Tumko Na Bhool Paayenge 2002
Category / Artist = Udit Narayan
Mp3 Song Lyrics
Song Title : Kya Hua Tujhe
Song Title Movie/Album Name: TUMKO NA BHOOL PAAYENGE
Singer(s) : ALKA YAGNIK AND SONU NIGAM

 Lyrics --FEMALE--
Kya hua tujhe

--MALE--
Bechain dil ho raha

--FEMALE--
Kyoon hua bhala

--MALE--
Mujhko nahin kuch pata

--FEMALE--
Aisa bhi kya ho gaya re

--MALE--
Jaane mujhe kya hua re

--FEMALE--
Dhadkanein badhi

--MALE--
Dhadkan to ruk si gayi

--FEMALE--
Saanson ka kya

--MALE--
Saansein bhi bas mein nahin

--FEMALE--
Arre re re yeh kya hua re
Voh to nahin ho gaya re
Kya hua tujhe

--MALE--
Kitna mushkil chhupaana
Usse bhi mushkil bataana

--FEMALE--
Dil ki baaton ko lekin
Apnon se na chhupaana

--MALE--
Mm, kehna chaahoon main lekin
Kuch kaha bhi na jaaye

--FEMALE--
Rog tumko laga jo
Usse rab hi bachaaye

--MALE--
Iski dava

--FEMALE--
Iski dava kuch nahin

--MALE--
Ab hoga kya

--FEMALE--
Arre mujhko pata hi nahin
Arre re re yeh kya hua re

--MALE--
Jaane mujhe kya hua re

--FEMALE--
Kya hua tujhe

--MALE--
Hey ae ae

--FEMALE--
Aa aa aa aa aa, aa aa aa
Aa aa aa aa aa
Dil ki baaton ko dilbar
Jo na humse kahoge
Dekhna zindagi bhar
Tum tadapte rahoge

--MALE--
Kaunsa mod hai yeh
Kaisi yeh bekhudi hai
Main kahan hoon mujhe to
Kuch khabar hi nahin hai

--FEMALE--
Kuch to khabar lo tum zara apne dil ke

--MALE--
Dil to mera ab paas mere nahin
Tera hua, kya karoon re
Arre re re pyaar ho gaya re
Tujhse hi pyaar ho gaya re - 2

--BOTH--
Tujhse hi pyaar ho gaya re - 2

Kya Hua Tujhe UDIT Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kya hua tujhe udit MP3 songs, kya hua tujhe udit lyrics, related albums and music archive results.