logo
Kya Kehna Kya Jodi Hai MP3 SONG

Kya Kehna Kya Jodi Hai MP3 Song

Listen to Kya Kehna Kya Jodi Hai from Aisa pyaar kahan 1986. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Kya Kehna Kya Jodi Hai Category / Artist: Shailendra Singh Save As

Kya Kehna Kya Jodi Hai Song Lyrics

Song Title = Kya Kehna Kya Jodi Hai
Movie/Album = Aisa Pyar Kahan (1986)
Singer = Shailendra Singh, Kavita Krishnamurthy,
Mohammed Aziz
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Song Lyricists = Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
lo ban gaye dulha dulhan dono ki ho gayi shadi
ho ye jodi banane wale ne koi kasar nahi chodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
bhabhi ne tumhe lagayi ye pyar bhari hathkadiya ho
tum sath janam ke bandhi ho ye kaid to lambi chaudi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

o tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tum dono ne mil jul ke khela hai khel ye sara
ho tum baat hamari chhodo tum dono ki kya jodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Kya Kehna Kya Jodi Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Kya Kehna Kya Jodi Hai, Aisa pyaar kahan 1986 songs, related Shailendra Singh music and MP3 tracks.