kya khoob lagti ho MP3 Song
About kya khoob lagti ho MP3 Song
kya khoob lagti ho is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ kya khoob lagti hoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Kya Khoob Lagti Ho Category / Artist: Mukesh | ↧ Save As |
Kya Khoob Lagti Ho Song Lyrics
song lyrics movie/album : DHARMATMA
Singer(s): Mukesh
song lyrics
-MALE--
Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho - 2
--FEMALE--
Phir se kaho, kehte raho, achchha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
--MALE--
Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho - 2
--FEMALE--
Taareef karoge kab tak, bolo kab tak
--MALE--
Mere seene mein saans rahegi jab tak
--FEMALE--
Kab tak main rahoongi mann mein, haan mann mein
--MALE--
Sooraj hoga jab tak neele gagan mein
--FEMALE--
Phir se kaho, kehte raho, achchha lagta hai
Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
--MALE--
O, kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
Tum pyaar se pyaari ho, tum jaan hamaari ho
--FEMALE--
Oh oh
--MALE--
Oh oh
Khush ho na mujhe tum paakar, mujhe paakar
--FEMALE--
Pyaase dil ko aaj mila hai saagar
--MALE--
Kya dil mein hai aur tamanna, hai tamanna
--FEMALE--
Har jeevan mein tum meri hi balma
--MALE--
Phir se kaho, kehti raho, achchha lagta hai
--FEMALE--
Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai
--MALE--
O, kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
--FEMALE--
Tum pyaar se pyaare ho
--MALE--
Tum jaan hamaari ho
--FEMALE--
Tum pyaar se pyaare ho
--MALE--
Tum jaan hamaari ho
--BOTH--
Mm hm hm hm hm hm, mm hm hm hm hm hm hm
Kya Khoob Lagti Ho Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: kya khoob lagti ho MP3 songs, kya khoob lagti ho lyrics, related albums and music archive results.


