logo

kyon ki itna pyar MP3 Song

kyon ki itna pyar MP3 song cover

About kyon ki itna pyar MP3 Song

This archive page brings together results connected with kyon ki itna pyar, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ kyon ki itna pyarCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Kyon Ki Itna Pyar Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Kyon Ki Itna Pyar Song Lyrics

Song Title = Kyon Ki Itna Pyar
Movie/album = Kyon Ki 2005
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics Title : Kyon Ki Itna Pyar
Song lyrics Movie/Album Name: KYON KI
Singer(s) : UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

 Lyrics kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham - 2
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

tune o jaana deewana kiya hain
deewana kiya is kadar - 2
chahat mein teri bhulaya jahaan ko
na dil ko kisiki khabar - 2
rago mein mohabbat ka ehsaas jara bhar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

tumse hain saansein tumse hain dhadkan
tumhise hain deewangi - 2
rab ne hame di hain tumhare liye zindagi
tumhare liye zindagi
wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo
ham tumpe marte hain thodisi fikar kar lo
fikar kar lo
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham
kya jaan loge hamari sanam
kyon ki itna pyar tumko karte hain ham

Kyon Ki Itna Pyar Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: kyon ki itna pyar MP3 songs, kyon ki itna pyar lyrics, related albums and music archive results.