logo

lakhon tare aasman mein MP3 Song

lakhon tare aasman mein MP3 song cover

About lakhon tare aasman mein MP3 Song

This archive page brings together results connected with lakhon tare aasman mein, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ lakhon tare aasman meinCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Lakhon Tare Aasman Mein Category / Artist: Mukesh ↧ Save As

Lakhon Tare Aasman Mein Song Lyrics

Song Title = Lakhon Tare Aasman Mein
Movie/album = Hariyali Aur Rasta 1962
Category / Artist = Mukesh
Mp3 Song Lyrics
Song Title : Lakhon Tare Aasman Mein
Movie/Album Name: Hariyali Aur Rasta (1962)
Singer(s) : MUKESH, LATA MANGESHKAR

Lyrics:

Mukesh
Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala
Lata
Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
Ek magar dhoondhe na mila
Ek magar dhoondhe na mila

Mukesh
Qismat ka hai, naam magar hai, kum hai yeh duniya waalon ka
Phoonk diya hai chaman humare khwaabon aur khayalon ka
Ji karta hai khud hi ghonth de, apne armaano ka gala
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala
Lata
Sau-sau sadiyon se lambi yeh, ghum ki raat nahin dhalti
Is andhiyaare ke aage ab, ayi dil ek nahin chalti
Hanste hi lut gayi chaandni, aur uthte hi chaand dhalaa
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala

Mukesh
Maut hai behtar is haalat se, naam hai jiska majboori
Lata
Kaun musaafir tay kar paaya, dil se dil ki yeh doori
Mukesh
Kaantho hi kaantho se guzra, jo raahi is raah chala
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala
Lata
Lakhon tare, aasman mein, ek magar dhoondhe na mila
Dekhke duniya ki diwali, dil mera chupchaap jala,
Dil mera chupchaap jala
Dil mera chupchaap jala

POSTED BY:DEVI MANDAL

Lakhon Tare Aasman Mein Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: lakhon tare aasman mein MP3 songs, lakhon tare aasman mein lyrics, related albums and music archive results.