logo

laye balamwa mere liye MP3 Song

laye balamwa mere liye MP3 song cover

About laye balamwa mere liye MP3 Song

Looking for laye balamwa mere liye? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ laye balamwa mere liyeCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Laye Balamwa Mere Liye Category / Artist: Shamshad Begham ↧ Save As

Laye Balamwa Mere Liye Song Lyrics

Song Title = Laye Balamwa Mere Liye
Movie/album = Chal Chal Re Naujawan 1944
Category / Artist = Shamshad Begham
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Laye Balamwa Mere Liye
Song Lyrics Movie = Chal Chal Re Naujawan (1944)
Singers = Shamshad Begham
Song Lyricists = Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer = Ghulam Haider
Music Director = Ghulam Haider
Director = Gyan Mukherjee
Music Label = Saregama
Starring = Naseem Banu, Rafiq Ghaznavi, Ashok Kumar, Motibai, Jagdish Sethi

mp3 songs

Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar aaye

Aaye aaye aaye aaye
Aaye gori saawan ke din
Aao karen pyaar aaye
Aaye aaye aaye aaye
Aaye gori saawan ke din
Aao karen pyaar na
Na na na na na na
Nahin nahin nahin
Tose karoon pyaar
Gori gori jhanjhan jhanjhan
Jhanjhan jhanjhan
Jhaanjhar ki jhankaar

Gori gori jhanjhan jhanjhan
Jhanjhan jhanjhan
Jhaanjhar ki jhankaar
Badi mazedaar
Badi mazedaar
Badi mazedaar
Haay laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye
Balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye
Balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar

Dhamdham dhamdham
Dhamadham dhamdham dham
Dholak boley
Dhaamdham
Dholak boley re
Dhaamdham dhamadham
Dhamadham
Dholak boley re
Dhaamdham
Dholak boley re

Chupke se mere man ki preet
Ghoonghat kholey re
O meri duniya doley re
Oy hoy chupke se mere man ki preet
Ghoonghat kholey re
O meri duniya doley re
Ho meri duniya doley re
Aao aao aao
Gori galbaihiyaan daal
Hamen kar do nihaal
Hmhmm hmmm

Aao aao aao
Mere gore hai gaal
Haathon mein bhar do gulaal
Haay haay haay
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye.

Posted by : Priyanka Shukla

Laye Balamwa Mere Liye Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: laye balamwa mere liye MP3 songs, laye balamwa mere liye lyrics, related albums and music archive results.