macha diya shor MP3 Song
About macha diya shor MP3 Song
macha diya shor is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ macha diya shorCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Macha Diya Shor Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Macha Diya Shor Song Lyrics
Movie/album = Shor (1972)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Santosh Anand
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Manoj Kumar
Mp3 Song Lyrics
((Jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor shor shor
Maine samjha tha ke chal jaayega zor
Maine samjha tha ke honge baaten aur
Aur phir jaise hi jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Roop ki thandi chaanv mein armanon ke ganv mein
Laga hua tha mela re raahi mila akela re
Maari aankh
Maari aankh gaya bhaag
Na usne ki tas tas na maine ki bas bas
Na usne ki tas tas na maine ki bas bas
Aur phir jaise hi jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Chalte chalte raah mein kuchh paane ki chaah mein
Main usko roka tha aage badhate toka tha
Phenka daanv
Phenka daanv bola daanv
Na usne ki tas tas na maine ki bas bas
Na usne ki tas tas na maine ki bas bas
Aur phir jaise hi jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Koi chhaila mod pe haath dono jod ke
Bola raat ki raani maan le mujhko jaani
Diya phool
Diya phool gayi bhul
Na usne ki tas tas na maine ki bas bas
Na usne ki tas tas na maine ki bas bas
Aur phir jaise hi jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor
Jara sa usko chhuan toh usne haai usne macha diya shor...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Macha Diya Shor Video Song
Browse this topic: macha diya shor MP3 songs, macha diya shor lyrics, related albums and music archive results.


